What Is The Concept of Consolidation ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is The Concept of Consolidation ?
    Assalamu Alaikum

    Dears member Forex trading market mein agar trade open krna chahty hain, tu definitely aapko hamesha market ka achi tarah idea la kay trade main enter hona hota hai. Forex trading market mein kuch eisi situation bhi hoti hain, jin main aapko trade krny sa avoid krna hota hai. Consolidation bhi eik eisa hi point or reason hai, jis main aapko trade sa avoid krna hota hai. Aaj main aapko is ki details batana chahta hun, jo aap kay liye helpful ho sakhty hain to ayye dosto start karte hain or samajhne ke koshish karte hain

    What is Consolidation

    Dosto is bat ko sanjedge ke sath samajhna hoga jab market mein volatality bilkul na hony kay baraber hoti hai or us situation main market ka trend clear ni ho raha hota. Us situation ko Consolidation kaha jata hai.

    When Is It Made

    Dears jab bhi market mein Consolidation hoti hai iski different important reason ho sakhti hain. En different reasons ko find out karna or enki complete study krna bahut zyda zaroori hota hai. Jab market mein buyer's and Seller's Pressure nahin hota us time bhi ya situation ho sakhti hai.

    Strategic Action

    Dears jab aap kisi chart main Consolidation ko find out krty hain, tu aapko clearly yah idea mil raha hota hai kay ya hamesha kisi strong uptrend ya downtrend movement kay bad dekhny ko milta hai. Jab market mein aik strong support level aur resistance level per movement khutm ho jati hai or market kafi zyda time us point per spend krti hai.

    Entry Precautions

    Dear members aapko hamesha yah kosish krni cheye kay jab market mein eisi situation hoti hai, tu us time per aapko trade krny sa bilkul avoid krna cheye. Kunk jab aap market mein eisi situation main enter ho jaty hain, tu us condition main bahut zyda problem ho jata hai. Or agar break out aap kay against ho jata hai, tu aapko bahut problem ho sakhty hain.

    Short Term Trading With Confirmation

    Agar aap market ko achi tarah understand kar laty hain, tu definitely aap achi scalping bhi kar sakhty hain. Consolidation main scalping bahut zyda profitable or effective technique ho sakhti hai. Kunk ya Techniques dangerous bhi nahin ho sakhti or aap reasonable Profit bhi hasil kr sakhty hain
    Click image for larger version

Name:	download (4).png
Views:	1
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12524579
    Dosto umeed hay ke aap ko hamara aaj ka mozu acha laga hoga or yakinin aap ke ilm main izafe ka sabab bana hoga
    SHUKSRIYA
    Thank you for your attention

اب آن لائن

Working...
X