Fibonacci kah use kaisa karta hain or kn sy levels hain iss per

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci kah use kaisa karta hain or kn sy levels hain iss per
    Introduction:

    Aslamulikum Umeed karta hu sub kahriyaat sy ho gaye jaisa k hum janta hain forex aik bhot he bara business hain jis main mehnaat k earning karna Impossible hain yeh dikna main jaisa hain waisa nahi hota balka yeh aik samaadar ki tera hain kis ko swimming nahi ati woh doob jaye ga iss tera he iss main earning karna k liya humain mehnaat karni ho gaye tabhi he hum iss main ksy kabhi ho sakta hain so humain apna mostly focus learning per rakna chaiye Or apna experiences gain karna k liya mehnaat zaroor karni chaiye tabhi hum kamiyaabi ki teraf bar sakta hain.


    Fibonacci:

    Fibonacci Kiya han iss kah mahjar kn tha Iss ki Calculation Kaisa hoti ha hum iss tafseel main nahi jaye gye.Support/Resistances k baap main hum ny parha tha k price sedi nahi chalti balka Seri ki shakal main uper necha chalti han.Seriya k levels ko hum Fibonacci kahta han.Inn levels ko 23.6%) (38.2%)(50.0%) (61.8%) (76.4%) k hisaab sy rakhye gaye han.Agr prices Uper trend Main hn toh Deal dalna k liya intezar kiya jaye k prices kisy makaam er wapise mura.Iss murna ko Retracement Kahta han.amooman Prices uper dya gaye levels main sy ksy aik level thk wapise ati han or Yeha sy dubara Uper ki janaib Safar start karti han.Necha De gaye shakal main prices Uper jaa rahye thi k Wapise Necha ko muri Or 38.2% sy Dubara Uper ko chalna Start huwi.Yeh makaam Prices ko Buy karna k liya Intehaiye mozu han or Fida mand han






    Down trend main iss k ulat hoga Jaisa k shakal sy zahir hota han.


اب آن لائن

Working...
X