Trading physiology ko ham kaise behtar kar sakte hain...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading physiology ko ham kaise behtar kar sakte hain...?
    Trading me munafa kamane ke liye jaruri hai ki ham pahle mehnat Karen aur trading ko samjhen tab hi yah mumkin ho sakta hai ki ham trading se munafa Kama len trading se munafa kamane ke liye hamare pass ek acchi strateg Ka Hona bahut jaruri hai jab tak ham trading mein apni physiology ko behtar Nahin banaa lete hain tab tak hamen kamyabi Nahin mil sakti hai kyunki jab tak hamari ji acchi Nahin hogi tab tak ham munafa Nahin banaa sakenge aur hamara nuksan ho jaega isliye hamen mehnat karni padati hai aur pahle trading ko samajhna padta hai Jab ham samajh jaate Hain to tab hi ham is kabil hote Hain ki ham trading se achcha munafa hasil kar saken.


    Trading physiology kya hai:


    Trading physiology hamare trading Karne Ka tarika hota hai ham jitna behtar tarike se trading karte hain hamen utna hi trading mein fayda hota Hai Jab ham trading ke liye बार-बार prektis karte hain aur बार-बार mehnat karte hain aur trading ke related ham achcha nale hasil karte Hain Jab hamari learning behtar Hoti Hai to tab hi hamari behtar ho sakti hai isliye hamen apni learning per focus karna chahie aur apni learning ko behtar se behtar karna chahie kyunki learning Bator hogi to tab hi hamen munafa mil sakega.

    Ham kaise apni physiology ko behtar kar sakte hain...?

    Physiology ko behtar karne ke liye hamen mehnat karni padegi aur acche tarike se learning karni padegi Jab ham trading ke related basic se lekar advance tak acche tarike se learning karenge aur trading ki basic ko samjhenge to tabhi ham apni riyal ji ko behtar kar sakte hain ham trading ki chaal ji ko behtar karne ke liye hamen ek acchi hikmat yamli ki jarurat hai.

    Experience and knowledge:

    Trading physiology ko behtar karne ke liye sabse pahle hamen acche tarike se learning kar hi nahin padegi kyunki Jab ham learning karenge to tab bhi hamare pass achcha knowledge Hoga aur jab ham acche tarike se practis karenge to tab hi hamare pass ek achcha experience Hoga acche experience Ka Hona bahut jaruri hai kyunki jab tak hamare pass achcha to jurma Nahin hota hai tab tak kamyabi Nahin mil paati hai isliye acche tajurba Ka Hona bahut jaruri hai tab hi kamyabi mumkin ho sakti hai.

    Demo practice:

    Apni trading se acche results ke liye jaruri hai ki ham rojana demo practis Kiya Karen Jab ham ek demo account banaa lenge aur rojana practis karenge to tab hi ham Punjab ho sakenge kyunki jis trader ki jitni acchi practis Hoti Hai uski kamyabi bhi utani acchi hoti hai isliye jitna mumkin ho sake hamen prektis Karni chahie kyunki practis ke bagair kamyabi Nahin ho sakti hai isliye jitna ho sake hamen apni prektis per focus karna chahie taki ham kamyab ho sake.

اب آن لائن

Working...
X