PAMM Account kia hay...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    PAMM Account kia hay...?
    Assalamu alaikum,


    dear member jab aap market mein centre hote hain to ismein aapko different types ki options provide ki jaati Hai. Is market mein Kuch aise investor hote Hain Jo just apni investment karte hain aur apni working ko complete karne ke liye unke pass experience aur time available Nahin hota Hai. Aise investors ke liye yah market unko different types ki options for white kar rahi Hoti Hai jiski wajah se vah apni investment Karke apni earning ko increase kar sakte hain. Percentage allocation in money management bhi ek aisa Hi method hai jismein aap apni investment Karke apni earning ko increase karne ke liye ek acchi Rai kar sakte hain.

    Introduction of PAMM

    PAMM stands for percentage allocation in money management, yah ek aisa method hai jismein aap apni investment karte hain aur is investment ki vajah se expert trader ko aap apni investment 1 specific ratio may provide karte Hain. For example expert trader hota hai jiske pass bahut jyada investor available hote Hain. Ek investor ka account minimum or maximum ho sakta hai har investor ko uski investment ke hisab se usko profit Diya jata hai. jab aap Kisi expert trader ke sath apni investment complete kar lete hain to isko aap percentage allocation in money management kaise sakte hain.

    Advantage of PAMM

    Percentage allocation in money management accounts ke definitely bahut jyada advantages hote hain kyunki jab aap apni investment kar lete hain aur aapko market ka hundred percent experience Nahin hota Hai to aisi condition mein aap percentage allocation in money management ki basis per apni working ko complete kar sakte hain aur apne profit ko increase kar sakte hain. Kyunki yah market bahut jyada dangerous Hoti Hai jab tak aapko ismein bahut jyada experience Nahin hota hai use time tak aap ismein profit hasil nahin kar sakte hain.

    Drawback of PAMM

    Jab aap Kisi bhi method aur strategy ko study karte Hain to iske advantages ke sath iske kuchh disadvantages and drawbacks bhi ho sakte hain. Percentage allocation in many management ke definitely kuchh advantages ke sath sath drawbacks bhi hai Jin mein se kuchh ki details main aapke sath share karna chahta hun. Percentage allocation in money management ki vajah se aapke sath bahut jyada fraudulent activities bhi ho sakti hai is vajah se jab aap Kisi expert trader ke sath apni investment karte hain to aapko carefully iski selection karna hoti hai. Kyunki sometime an experienced person bhi aapse apni investment Le sakte hain aur unko bahut jyada nuksan ho sakta hai jiski wajah se aapke liye kuchh problem ho sakti hai.

    How to join PAMM

    Percentage allocation in money management ko apply karne ke liye bahut hi aasan process ko follow karna hota hai aapka broker aapko different type ki options provide kar raha hota Hai jiski wajah se aap isko join kar sakte hain aur apni choice ke mutabik kisi bhi trader ki trades ko Kafi Karke Apne profit ko increase kar sakte hain jab aap ISI expert trader ki trades ki history ki bason per uski selection karte Hain to aap different experts mein se apni choice ke hisab se expert trader ko choose kar sakte hain.

    ......Forum is a great place for traders talk.......

اب آن لائن

Working...
X