Introduction
dosto forex trading main aik profational tader ke hasyat main kam us waqat he kya ja sakta hay ja aap ke pass trading knowledge bahtar hoga is liye ayse hikmat amlin jo ke trading main aap ke madad kare or market se acha munafa kamane main madadgar sabit ho dosto ishe bat ko samne rakhte hoe hamara topic bhe yah he hay is topic main hum jis strategy par discus karne wale hain us ko round bottom patter ke nam se jana jata hay
Identification of Round Bottom Pattern:
Round bottom pattern tab banta hai, Jab market down trend movement krti howi nechy at hai, aur bottom level k pass aa kr dobara upward movement start kr daiti hai, is slow movement ki waja say, aik round shape banti hai, is liy, is pattern ko rounding bottom Candlestick Pattern kehty hain. Dear members, round bottom pattern is liy banta hai k market aik strong support level ko break no kr sakti. Asa kisi support level ya Fibonacci level per hota hai. Support level per, sellers k pressure kam hota jata hai aur buyer's ka pressure gradually increase hota jata hai, jis ki waja say round bottom pattern banta hai.
How To Trade With round Bottom Pattern
Dosto round bottom pattern hamesha chart main support level per banta hai, to yah ap k liy aik buying trade lagany ka signal hota hai jis ke confirmation ke bad aap buying karte hoe aik bahtar intre lay sakte hain
Stop Loss
dosto jaisa ke tradin se wabasta har trader he ghaliban stop loss ke ahmyat se wakif hoga is liye detail main jane ke shayad zarorat nahe hay stop loss hamesha, support level k nechy lagana chaiy