Dear friends, VDX three lines par mabni aik aisa indicator hay jo oscillator ki tarah use hota ha, jis sa traders ko market main volume kay hisab sa trend ki moment ka andaza hota ha,
Working features of VDX Indicator:
jab VDX ki lines upward hoti hain to ye is cheez ki guidance hoti ha kay market neutral ha aur up ya down kisi big moment kay chances nhi hain, is main market sideways ya range ma move kar rahi hoti ha, lakin jab ye line jaw ki taraf jati ha to trend change ka ishara hota ha aur jb green line moving average ko intersect karti ha aur down move karti ha to traders ko indication milti ha k market uptrend ma janay wali ha aur jb yellow line moving average sa intersect karay to iska matlab ye hota ha k ab market downtrend start karnay lagi ha,
Signals provision by VDX:
VDX volume kay mutabik signal daita ha aur sath sath moving average aur volume ko combine kar k in ki average btata ha jis sa market k baray ma prediction ki jati ha, vdx ka ziada volume show karnay sa market ki upward moment ka signal milta ha aur low volume sa market k downtrend ki prediction hasil hoti ha, is tarah hm vdx ki three lines strategy ko use kar k market ki moment ka andaza laga saktay hain,
Trend information with VDX:
Forex main trend ki strength ko measure karnay kay liay ham ye indicator use karty hain, iski help say hmain ye pata chal jata hay market kay current trend main kitni strength hay, Trader ko is base par apni trades ko manage karnay ma asani hoti hai. Market ki strength ka pata chal jae to wo ye faisla karnay main kamyab ho jatay hain kay yeh trend kitna arsa mazeed chalay ga, yani agr ik trend weak ho raha ho to trader ko es ki trade sy exit kar jana chaiay aur agar market ka trend mazeed strength pakar raha ho to eska matlab ye hai k trader ko abi es trade ko continue karna chaiay