Ascending Broadening Wedge pattern ki detailed information, be
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ascending Broadening Wedge pattern ki detailed information, be
    Dear friends, Ascending Broadening wedge pattern aik bearish trend reversal chart pattern hota hay jo upward direction main two extended lines kay sath expanding waves par mabni hota hay, jis main upper trend line resistance act kar rahi hoti hay aur lower trend line support ko indicate kar rahi hoti hay,

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220422_1219_09_9110.jpg
Views:	1
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12524140

    Identification of Ascending Broadening wedge pattern:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220422_1219_10_1311.jpg
Views:	1
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12524141

    Wedge aik aisa structure hota hay jis main aik thick aur aik thin end hota hay, jo perticular time main narrow end sa wide end ki taraf expand karta hay, is pattern ko identify karnay kay liay hmain kuch steps ko follow karna hota hay jo ye hain,

    1. Pehlay step main waves ka starting point maloom kartay hain jo higher high aur higher low bana rahi hoti hay,

    2. Upcoming waves har previous wave sa greater size ki hoti hay, aur ye aik broadening wedge ki tarah ka structure bana rahi hoti hain,

    3. Third step main two trend line draw ki jati hain jin kay swing high aur swing low points match kar rahay hotay hain,

    4. Is pattern main atleast three waves ka hona zaruri hota hay,

    Guidance for traders:


    Ye chart pattern traders ko indicate karta hay kay prices slowly bullish direction main move kar rahi hoti hain aur un key levels ko break kar rahi hoti hain jo sellers nay create ki hoti hain, waves main expension ye zahir karti hay kay time kay sath sath market ka momentum increase ho raha hay aur kareeb hi market koi bari turn lay gi,

    Conclusion:

    Ascending broadening wedge pattern ka origion sellers kay liay target level act karta hay, market ko thek tarah predict karnay kay liay traders is highly accurate pattern ko widely use kartay hain, kafi saray traders accuracy ko mazeed enhance karnay kay liay is kay sath RSI indicator ko use kartay hain

اب آن لائن

Working...
X