Trading Technique
Finance main trading technique aik aesi planning hoti hai jisko market ki movement per profit hasil kerny ky liay design kia jata hai ky agar market main ham trade open kerty hain baghair kisi planning ky tou yeh bahot bara risk hota hai jo ham apni investment per lety hain isliay koi bhi trade open kerny sy pehly aik strategy plan ki jati hai jis main risk to reward ratio ko measure kia jata hai ky trade main hamain agar profit hasil hota hai tou reasonable amount main profit hasil ho jaey aur agar market open trade ky against movement kerti hai tou itna bara loss na ho jisko recover kerna mushkil ho jaey isliay different professional traders different trading techniques use kerty hain main bhi yahan apny previous experience ky mutabiq aik aesi trading technique share ker raha hon jo bahot hi effective hai specially aesy time per jab market ki samajh na aa rehi ho ky kis direction main big movement ker sakti hai
Scalping trading strategy
Scalping trading strategy bhi bahut hi famous strategy hai aur bahut se trader market ne scalping karte hain iska matlab yah hota hai ki vah market mein bahut hi short term trading karte hain aur Market mein Jaise hi koi chhota sa trend banta hai vah market manta ho jaate Hain aur Market mein se thoda sa munafa lekar market se out ho jaate Hain yah strategy bhi bahut acchi hai lekin agar ham mehnat Karen aur is koi acchi practis karne to ham ise strategy se bhi accha fayda utha sakte hain
Day trading strategy
Market mein day trading strategy ko bhi kafi ahmiyat Di jaati hai bahut se trader aise hote Hain Ki Jo apni trades Ko ek hi din mein kholte hain aur ek hi din mein band Kar dete Hain yah trika hamare liye bhi vyast hai kyunki hamara bonus account chhota hota hai aur agar ham apni trade Ko ek hi din mein mukammal kar lete hain to yah bhi hamare liye bahut hi accha sabit ho sakta hai is tarike se bhi ham market mein kamyab trading kar sakte hain
Swing trading strategy tips
Swing trading strategy bhi market mein profitable strategy Hoti hai kyunki market general level se sewing Karti hai vah levels hamare liye bahut hi important hote hain aur agar ham vahan per entry Lete Hain to ham market mein bahut hi accha munafa Kama sakte hain kyunki market hamesha hi pullback hokar FIR aage Ki taraf jaati hai aur is time ham market mein acchi entry le sakte hain aur Market se Accha munafa utha sakte hain
End-of-day trading strategy
End of the day trading strategy ek aisi strategy Hoti hai joki trader market ke close hone ke a kuchh time pahle hi apni trade ko open karte hain kyunki market job ek trend mein movement kar chuki Hoti hai to fir vahan se market ek Bar wapas aana shuru ho jaati hai aur Jaise hi market wapas Hona shuru ho tabtrader market mein trade lete hain is time per bahut se aise trader hai jo ki vate karte hain aur end of the day vah market mein apni trades kopen karte Hain
News trading strategy
Market mein aane wali news ke related agar hamen market ka knowledge hai to fir ham market main use trading bhi kar sakte hain news trading mushkil jarur hoti hai aur ismein bahut sa khatra bhi hota hai kyunki news ke time market mein movement kafi teji ke sath hoti hai aur agar ham write points entry Nahin Lete Hain to fir hamara bahut bada nuksan ho jata hai isliye hamen chahie ke ham news trading tab Karen agar hamen news ke related knowledge hai agar ham Manali Nahin hai to fir hamen use trading Nahin Karni chahiay
Trend Following Trade
Jab ham aik trade open kerty hain tou hamain same trade minimum lot ky sath open kerni hoti hai ky agar market continue hamari favor main move kerna shoru ker deti hai tou jab market support ya resistance ko break kerti hai tou prvious lot sy double lot ki aik aur trade open ker leni chahiay aur agar market same direction main movement continue kerti hai tou next level breakout per third trade jo three times more than first lot open kerni hai aur same trade ko next level tak continue rakhna hai tou aesy main ham short time main bahot acha profit hasil ker sakty hai lekin same strategy sirf day trading main use kerni hai warna tamam hasil shuda profit loss main badal sakta hai
Trade Against Market Trend
First trade minimum lot ky sath open kerni hai aur agar market hamari favor main movement kerti hai tou hamain kuch profit hasil ho jata hai lekin agar market hamari open trade ky agaist movement kerna shoru ker deti hai tou hamain same lot ki second trade bhi same direction main one hundred pips per open kerni hai agar market reverse hoti hai tou hamain kuch time ky bahd jab previous trade ka loss recover hota hai tou profit hasil hona shoru ho jata hai lekin agar market second trade open kerny ky bahd bhi hamari both open trades ky against movement kerti rehti hai tou next one hundred pips ky bahd aik aur trade same lot ki open ker leni hai ky agar market reverse direction main movement kerna shoru kerti hai tou hamara loss first two trades wala recover hony ky bahd profit hasil hona shoru ho jaey ga kyun ky market bar bar retracement zarur leti hai beshak aik hi trend main movement kyun na ker rehi ho isliay same trading strategy sy profit hasil kia ja sakta hai