Hammer candlestick pattern k sath trading....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hammer candlestick pattern k sath trading....
    Candlestick mein kuchh aisi candles bhi hoti hai jo hamare liye bahut important hoti hai aur agar ham unko price chart mein analyse Kar le to hamen bahut hi acche pattern mil jaate Hain jinki vajah se hamen kamyabi aasani ke sath mil jaati hai isliye hamen aisi candle jor se petrol ko analyse karna bahut jaruri hai jitni ham searching karenge aur jitni mehnat se analysis karenge hamen utna hi fayda hoga isliye hamen jarur mehnat Karni chahie aur aisi candle ko jarur aana chahie baat karenge ki kaise banta hai aur is pattern se hamen kaise paida hota Hai.

    Hammer Candlestick Pattern:

    Hammer candle stick pattern bottom level support level per banta hai aur yah ek bearish trend reversal pattern hota Hai is pattern ke through ham trend changing ke dauran trading kar sakte hain aur ismein hamen kafi jyada ho sakta hai is pattern mein ek aisi hammer candle Banti Hai jiski body bahut hi chhoti hoti hai aur jiska lohar Shadow kafi lamba hota hai ya bilkul hota hi Nahin Hai Jab yah candle banti hai aur iske bad petrol start hota hai to isko ham ham kahate Hain yah support level per banta hai.

    Identification of Hammer Candlestick Pattern:

    Hammer candlestick petrol trend changing pattern hota hai aur yah pattern stick pattern ko police candle stick pattern mein change karta hai Is Tarah se hamen Trend ke start hone mein entry ka mauka mil jata hai aur ham bahut hi acchi trading kar sakte hain yah pattern hamen support level per milta Hai.

    Hammer candlestick pattern ki identification hum candles ki madad se karte Hain ismein banne wali pahli candle ek hammer candle Hoti Hai jiski real body bahut hi chhoti hoti hai aur jiska lower Shadow kafi lamba hota hai aur iska set hota Nahin Hai ya bahut chhota hota Hai Jab yah candle ban jaati Hai to ham analysis start kar dete Hain.

    Hammer candle stick pattern ki confirmation ke liye Jo dusri candle banti hai vah ek police body ki candle hoti hai jo ki pahli candle ke high court ko upar ki taraf se break Karti Hai aur Is Tarah se hamen iski confirmation mil jaati Hai kya market mein ham entry le sakte hain aur Is Tarah se ham is pattern ki identification karte Hain.

    Trading with Hammer Candlestick Pattern:

    Hammer candlestick pattern ke sath ham buying parchi ko avail kar sakte hain kyunki hamen market mein bye ki trade hammer candlestick pattern ke sath mil jaati hai aur ham bahut hi aasani ke sath entry le sakte hain market mein Jaise hi support level per ek ham candle banti hai aur jab dusri candle iske high level ko pret Karti Hai to tab hamen iski confirmation mil jaati hai aur tab ham market mein enter ho sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-20T162911.972.jpeg
Views:	18
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12523909

    Jab ham market mein apni entry ko complete kar lete hain to fir ham next resistance level per apna target rakhte Hain aur ham ek profit ka target Apne register level per rakhte hain aur jahan se candle ka lower Shadow hota hai ham vahan per stock Los ko Rakh dete Hain aur Is Tarah se hamari trading complete ho jaati Hai.

    Conclusion:

    Hammer candle stick pattern ek bahut hi informative or important pattern hota hai aur agar ham acche tarike se iske analysis kar lete hain to market mein hamen bahut hi acchi entry mil jaati hai aur ham successful trading kar sakte hain isliye hamen Apne analysis ko jarur behtar banana chahie tha ki ham kamyabi ke sath trading kar saken.

اب آن لائن

Working...
X