What is Equity in Forex Trading Account
Forex trading account main equity bahot important hoti hai ky agar equity decrease ho rehi ho tou yeh hamary liay alarming hota hai lekin agar equity increase ho rehi ho tou yeh hamary liay benefit hota hai so ham jab tak investment per koi trade open nehi kerty hamara balance aur equity same hoty hain lekin jesy hi ham koi trade open kerty hain tou hamara balance tou same hi rehta hai lekin equity vary kerna shoru ker deti hai open trade main profit hony per equity increase ho jati hai lekin agar open trade main loss chal raha ho tou equity decrease hona shoru ho jati hai jo agar bahot zyada decrease ho jaey tou account wash ho jata hai isliya trading main zyada important hamari equity hoti hai jis ko maintain rakhna bahot zaruri hota hai ky agar trades profit main chal rehi hoti hai tou balance sy jitni hamari equity zyada hoti hai wohi asal main hamara profit hota hai aur ham same profit main trade ko close ker sakty hain aur balance sy zyada profit ko withdraw kerwa sakty hain
What is Balance in Forex Trading Account
Ham forex market main trading ky liay jo amount invest kerty hain woh hamara balance hota hai ky ham us per market main trade open ker sakty hain lekin agar ham kisi bhi pair main koi bhi trade open kerty hain apny balance main sy tou jab tak ham same trade ko close nehi kerty hamara balance same rehta hai increase ya decrease nehi hota beshak hamain open trade main bara profit ya bara loss hi kyun na ho raha ho lekin same time per hamara balance itna hi rehta hai jitni amount ham invest ker chuky hoty hain lekin agar ham aik trade loss main close ker dety hain tou hamara balance decrease ho jata hai jabky next trades open rehny per bhi hamara balance increase ya decrease nehi hota jabky agar ham koi trade profit main close kerty hain tou hamara balance increase ho jata hai tou forex trading main balance ka increase ya decrease hona depend kerta hai kisi bhi trade ky close hony per ky profit main close hogi tou balance increase aur loss main close hony per balance decrease ho jata hai
Importance of Equity and Balance
Jab hamari koi trade open hoti hai tou usky sath hamari sirf equity increase ya decrease ho rehi hoti hai so hamain focus sirf equity per rakhna hota hai ky agar equity decrease ho rehi hai tou isko manage kis terha kia jaey different forex traders equity ko maintain rakhny ky liay different trading strategies ko use kerty hain jabky hamari open trades main running loss ya running profit main balance itna important nehi hota just ham balance ko imprtance tab dety hain jab ham previous trading history ko reak kerty hain ky hamari investment kitni thi aur ham ny forex markt main trade ker ky us per kitna profit hasil kia lekin jab hamari trades open hoti hain tab value sirf equity ki hoti hai ky equity increase ho rehi hai ya decrease ky equity ka increase hona hi hamary liay profit hota hai so ham market main jitna bhi balance bana lain agar hamari equity decrease ho rehi hai tou zyada balance ka bhi koi faida nehi hota
Recommendations for Successful Forex Trading
Hamain apny trading balance ko increase kerny ky liay her surat kuch trades ko close kerna perta hai lekin jab hamari kuch trades profit main close ho jaen tou usky bahd balance increase hony per equity ko bhi balance ky equal kerna bahot zaruri hota hai hamain wait kerna chahiay ky jab tak running loss khatam na ho jaey ham open trades ko close na kerain aur jo already trades profit main close ker ky ham balance increase ker chuky hain jab hamari equity bhi same balance tak ponch jaey tab trades close kerny main koi problem nehi hota ky hamain overall profit hasil ho chuka hota hai phir agar kuch trades loss main bhi close kerni perain tou bhi ham loss main close ker ky profit withdraw kerwa sakty hain hamain forex market main successful trading ky liay achi amount invest kerni chahiay ky ham market main achi trade kerty huey acha profit bhi hasil ker sakain