"Liquidation Margine" in forex trading?
Liquidation margin bahut important discussion topic apni select kiya hai no doubt Forex trading mein humko trading se related complete learning Karni chahie aur uske bad apni trading start Karni chahie otherwise I'm Forex trading Mein successful trader Nahin Ban Sakte liquidation margin se related main aapko Kuchh valuable information share kar deta hun jo aapke liye important ho sakti hain aur aapki trading co effective Banane Mein Aapki help kar sakti hain.
Liquidation Margin :
Dear jab aap Forex trading me Apne account Mein Kuchh amount deposit Karvate hain aur uske bad aap Forex trading Mein entry le rahe hote hain jaise hi aap Koi trade open Karte Hain To aapke pass different important information show Ho Jaati Hai jismein Aapka remaining margin bhi a Raha hota hai iska matlab yah hota hai ki aapke pass Itna available margin hai aur aap is per Itni trading kar sakte hain Agar aapki trade dusron Mein Jaati Hai to Aapka margin automatically reduce ho raha Hota Hai Aur Ek Aisi situation Aati Hai Jab aapka margin bilkul finish ho jata hai.
Liquidity margin and its importance.
Forex trading ma liquidity ka matlab hota hai k kisi par par tradr karny ki demand ketni hai. Agr kisi pair par trade yani buy or sell karny ki demand zayada hai to uski liquidity high ho gi or agr kisi pair ko trade karny k lae bhot kam use kiya jata hai to asy pair ki trading demand bhot kam hoti hai. So ham keh sakty hain k asy pair ki liquidity low hai. Trader ko liquidity or volatility ko mix ni karna chahe. Jis pair ki liquidity zayada ho gi uski volatility kam ho gi or jis pair ki volatility zayada ho gi to eska matlab ye ho ga k eski liquidity bhot kam hai