Money Management And Risk Management In Forex Trading..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management And Risk Management In Forex Trading..
    Introduction:

    Assalamu Alaikum ummid hai aap sab theek Honge aur forex market ko acche se enjoy kar rahe Honge aaj main aapke sath Apna knowledge aur aur forex market ko acche se enjoy kar rahe Honge aaj main aapke sath Apna knowledge aur experience share karne Ja Rahe Ho Jo Ek bahut hi most important topic hai jo ke management and risk management ke bare mein hai agar Ham Chahte Hain Ki Forex trading mein successful ho sake to uske liye Hamen bahut mehnat Karni Hogi Taki Hamen Achcha profit Hasil ho sake Hamen chahie ki trading karne se pahle isko acchi Tarah Se study kar lena chahie tabhi ham ismein Kamyab ho sakte hain Forex trading Ek bahut risk business hai Jahan per Jahan per Achcha knowledge hai ho aapko Achcha again De sakta hai..


    Importance Of Money And Risk Management:

    Trader forex market Mein trader trade entry Lene se pehle market ko analysis karta hai Jiske Liye trader price chat ko read karta hai Jiske Liye different technical tour be trade use karta hai agar traders bahut successful analysis Karke find kar leta hai lekin Agar is trade per vah Mani aur management ke rules ko follow nahin karta to accurate hone ke bavjud bhi trader nahi when kar sakta Kyunki money and management ko trading Mein follow karna itna hi jaruri hai Jitna trade se pahle trade analysis karna hai isiliye aaj main aap sab ke sath money and risk management ke bare mein Apna knowledge share Karti hun Taki aap sab Kamyab trading kar sake..


    Money Management And Risk Management:

    Money management ka matlab hai ke trader Apna account mein majbut Money ko Kaisa different trades mein allocate karta hai forex market mein Koi Bhi trader 100% correct Nahin ho sakta isiliye Jab Bhi trader trade active Kare to uska mind Mein yah Hona chahie ki vah is practical trader ke liye kitne money loss karne ke liye winning hai Agar trader ke mind Mein Har trade per loss ka pata hoga to vah trading kabhi bhi Big Lot size mein nahin Karega Kyunki trader ko pata hai ke trade Hamesha profit Nahin Degi Kabhi market trader ke against move kar sakti hai situation mein trader Kitna loss bardasht kar payega isase ISI ko money management Kahate Hain Kabhi Bhi trader ko Apna account balance ke 5% Se Jyada loss ka risk nahi Lena chahiye..

    Risk management Kafi Jyada money management se inter related hai risk management mein trader trade Mein possible hone wala losses ko identity karta hai aur ine losses Ko Jab Mani ki from mein calculate Kiya jata hai To Uske bad Laut size Ko Itna decide Karen Ke Lo Ki Surat mein account balance ke 5% Se Jyada Na Ho.

    Many management and risk management ke Kuchh important rules niche Diye gaye hain.

    1: trader ko Har trade per Apna risk find karna chahie aur ke mutabik apni Laut size ki selection karna chahie.

    2: trader ko Tamam active trader per Apna total loss lazmi calculator karna chahiye.

    3: trader ko Har trade ki risk aur reward ratio calculate Karni chahiye aur Hamesha smaller loss aur greater again wali trader ko hi active karna chahie.

    4: trader ko Har trade ke sath stop loss and take profit ka lajmi istemal karna chahiye Taake trade Khud Hi Apna exit point per close ho Aur Kisi kism Ka lalach nahin karna chahie..





    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220418-064405.png
Views:	1
Size:	137.1 کلوبائٹ
ID:	12523522

اب آن لائن

Working...
X