How to Reduce Losses in forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Reduce Losses in forex Trading
    Dosto Nafa aur nuksan To Har business kaise hai lekin Forex mein Ham dekhte hain ki 90% log nuksan hi Karte Hain. Aisa Kyon Hota hai aur isase ham Kaise sakte hain vah Aaj Main Apni is thread mein aapko Byan karunga
    1: Give Proper time to Market
    Doston jab tak Ham Apna proper time for trading Ko Nahin Denge To Ham is market ko samajh Nahin Payenge Kyunki aap Jante Hain Ki Forex trading mein bahut se Malik ki currency ka landline chal raha Hota Hai to uske liye Hamen chahie ki Ham use mall ke currency ko completely Taur per samjhe aur use Mulk mein kya chal raha hai usko bhi main Samne rakhkar trading karna padati hai aapko fundamental news Se Har Waqt Rahana padta hai agar Ham fundamental per abur Hasil kar len To Ham Forex trading Mein loss Se yakin Hi Taur per Bach sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	c9e184ab-6cce-4f4a-97fb-afc64dbef189.jpg.jpg
Views:	1
Size:	142.8 کلوبائٹ
ID:	12523367
    2: Develop strong Trading Plane
    Doston yah Baat To yakin Hai ki koi bhi business agar aap bagair strategy ke Karenge to aap usmein nuksan hi Karenge lekin Forex trading Mein Agar aapke pass koi proper strateg nahin hai aur aap betu ka trading Karte Hain To aap ka last yakin hi Taur per bahut jyada Hoga isliye main aapko recommend Karunga ki aap Kisi Ek Aur Ek strateg per kam Karen usko back test Karen aur Agar Uske result 70% Tak Hain To aap usko Apne trading Mein apply Karen
    Click image for larger version

Name:	abfb7944-b514-4a30-a035-3aa646a2253b.jpg
Views:	1
Size:	45.1 کلوبائٹ
ID:	12523368
    3: Control your emotions
    Emotions ko control karna Forex trading ka sabse Aham part Hai Kyunki Ham dekhte hain ki bahut se log trading karte waqt Agar profit a Jaaye to vah jaldi trade ko close kar deti Hain Jab Ke loss wali trade ko Lambe arse Tak Chhod Dete Hain Jo ki unke account ko wash kar deti hai isliye jaruri hai ki aap emotions per control Karen aur apni trade Mein TP aur SL ka use Karen.
    Click image for larger version

Name:	ea3d7649-4724-47f2-8681-cc6b07264acb.jpg
Views:	1
Size:	29.1 کلوبائٹ
ID:	12523369
    Ummid hai aap log Mere ine tips hai Kuchh fayda Hasil Karenge

اب آن لائن

Working...
X