Positive Volume Index (PVI) ki tafseel
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Positive Volume Index (PVI) ki tafseel
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpg
Views:	1
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12523206
    yeh aek aeisa indicator hai jo ky forex trading ki market mein hamein aek achy technical analysis karnay mein help karta hai aur iss ky zariye se ham log asaani se aek acha kaam kar saktay hain.iss liye isss mein agar aek acha kaam karna hai tou iss mein ham khud ko bohat achy tareeqay se kaam kar saktay hain.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12523207
    (PVI) k benefits:
    best for take entry in market:
    Is k ilawa is indicator ki madad se hun Forex trading ki market ke liye aek accha signal Le sakte hain aur in signals ko follow kar ke market Mein aEk achi entry Le sakty hain Kyun ki Forex trading ki market Mein Hamein Ussi Waqt enter Hona zyada acha rahy ga Jab hamary pass bohat zyada Acha entry point available hoga aur yeh indicator Hamein market ky Trend ky bary mein aek acchi indication provide karta rehta hai aur Market ki positive value Hamein chart per indicate karta rehta hai.
    Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12523208

    trend ko follow krein:

    jab ham forex trading mein koi bhi trade karty hain tou hamein is mein trend ko bhi find out kanra lazmi hota hai.jab hamein market k andr market k trend ka pta chal jata hai k is waqt market mein yh trend chal ra hai uptrend ya downtrend chal raha hai tou tab hi hamein market k and market k trend k hisaab se trade lgani chaiye aur ham market mein trend ko findout karny k liye different types k indicators ka use karty hain. ham is mein moving average indicator ka use kar sakty hain market mein indicators ka use kar sakty hain.jese k MACD indicator ko use kar k ham market mein trend ko find out kar sakty hain. forex trading market ka ndr hamein kbhi bhi tarde lgany mein jldi nahi krni chaiye . market mein trade lgany se phly hamein market k trend ko find kar leina chaiye. hamein market k trend ko deikh k trade lgani chaiye. ta k hamein nuksaan na hojae. hamein kbhi bhi market k trend k against trade nahi lgani chaiye wrna hamein loss ka samna karna pary ga
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	5
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12523209

اب آن لائن

Working...
X