Cold and Hot wallet in cryptocurrency.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cold and Hot wallet in cryptocurrency.
    Dear friends, ye aik digital currency hai jis mein Ham working kar saktay hain, Forex trading main jab bhi kisi actual currency ki digitalise form ko use kiya jata hai to voh cryptocurrency mein convert ki jaati hai jis say trader ko online earning keay liye jitna aapke pass money investment link to mobile yah computer padi hoti hai to woh hot ya cold wallet ki Surat main apko show karta hay

    Cryptocurrency:


    cryptocurrency aik aisi digital currency hai jsko aik bitcoin ko bnany kay liay multiple laptop ya computers kay sath connection daina hota hai aur yeh sary computer internet kay zariay aik dusray say connect hotay hain aisi currency ko digital cryptocurrency kaha jata hai aur iski physical koi appearence nahi hoti

    Cryptocurrency two different types ka wallet hotay hain jin ki kuch details ye hain

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220416_1007_54_0541.jpg
Views:	1
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12523204

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20220416_1007_53_7880.jpg
Views:	1
Size:	22.8 کلوبائٹ
ID:	12523205

    Cryptocurrency cold wallet:

    Ya wallet hot wallet kay opposite hota hay, kiun kay aik to ya internet say connect nhi hota aur apko physically kisi device ma isko store karna hota hai for example hard disk ya phr koi CD ya usb, jab ap us device ko kisi dosry computer kay sath connect krtay hain to us kay bad ap transaction kr sakhty hain. Cryptocurrency cold wallet ziada secure hota hai as compared to hot wallet kunk ya internet say connected ni hota to hacker isko misuse ni kr saktay

    Cryptocurrency Hot wallet:

    Hot wallet ka matlab yeh hota hai kay ap is weallet ko kisi bhi transaction ma internet ki help sa use kr sakhty haim, yeh wallet internet say connected hota hai or ap isko easily apnay purpose kay liay utilize kartay hain, ya aik acha advantages hai lakin is kay sath sath iska aik disadvantages bhi hai kay ya safe nhi hota jaisay kay Internet par kafi hackers hotay han jo apki information hack kar laitay han aur un ko misuse kr sakhty hain, is liay apko is main boht careful rehna chaiay aur isko secure rakhny kay liay boht safety ka istemal karna chaiay

اب آن لائن

Working...
X