Shadow kiya hai aur price chart mein iska kya roll hai...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shadow kiya hai aur price chart mein iska kya roll hai...?
    Trading ke bare mein hamen jitni acchi information hogi ham utani hi aasani ke sath kamyab ho saken ge. Aur jo trader trading ke related acchi information aur knowledge Nahin rakhte Hain vah Kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte hain isliye hamen koshish Karni chahie ki hamare pass trading ka achcha knowledge ho taki ham successful tarike se trading kar saken agar hamare pass achcha knowledge Hoga to ham bahut hi aasan ke sath kamyab ho jaenge agar hamare pass achcha knowledge Nahin Hai to fir kamyabi hamare liye mushkil ho jaati Hai isliye hamen acche knowledge ki jarurat hai aur iske liye hamen mehnat karni padati hai tab hamen kamyabi milegi.

    What is shadow..?

    Market ke price chart per Jab market ki movement hoti hai to moment karte hue market candle close karti hai jyada candle close hoti hai to usmein body bhi banti hai aur body ke alava wick bhi Kabhi Banti Hai isko Shadow kahate Hain, price chart per market jitni movement Karke wapas a jaati Hai to market mein jitni movement ho chuki Hoti Hai iske bad Jo market ka close point hota hai use area mein ek wick ban jaati Hai isko ham Shadow kahate Hain.


    Click image for larger version

Name:	images (72).png
Views:	5
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12523183


    Classification of shadow:

    Market ke price chart per market ki different type ki movement hoti rahti hai aur ISI Tarah se market mein different type ki Shadow Banti rahti hai aur iski bahut si kismen hoti hai isliye hamen inko samajhna bahut jaruri hai tab hi market mein ham acche tarike se analysis kar sakte hain.

    Upper shadow:

    Market mein kisi bhi candle ka jo open point hota hai agar market isase upar ki taraf movement karti hai aur iske bad wapas niche open point ki taraf a jaati Hai to open point se lekar high point tak Jo area hota hai vahan per Shadow banta hai aur isko ham upper Shadow kahate Hain.

    Lower shadow:

    Price chart mein jahan se market open karti hai aur jahan se market mein candle start Hoti Hai vahan se Jab market niche ki taraf movement karti hai to market ka jo log point banta hai aur isase jab market wapas open point ki taraf aana shuru kar deti hai to vahan tak market mein ek Shadow Sahab ban jata Hai isko ham lower Shadow kahate Hain.

    Neutral:

    Market ke price chart per kuchh aisi candles bhi Banti Hain Jo ki market mein jahan se open point hota hai vahan se start hoti hai aur jahan per close point hota hai vahan tak vah market mein moment revers Nahin Hoti Hai jiski vajah se market mein ke price chart mein kisi bhi candle ka koi Shadow Nahin banta hai aisi candle ko ham neutral kahate Hain.

    The role of shadow:

    Market ke price chart per jo bhi candles Banti Hain aur ine mein jo bhi shadows bante Hain unka bahut hi important roll hote hain aur unko hamen samajhne ki jarurat hoti hai kyunki Jab market mein kisi bhi type ka koi Shadow banta Hai to ham market mein Uske acche tarike se analysis karte Hain ki yah Shadow kis Tarah banaa hai aur iska market mein kya roll Hai kyunki upper aur lohar Shadow hamen market mein sellers aur buyers ka pressure batate hain aur Is Tarah se ham market ko aasani ke sath analyse karte Hain.

اب آن لائن

Working...
X