What is VSA:
VSA stands krta hai Voliume Spread Analysis kay liye ya aik proper system or study hai jis ma ap markit ka Voliume observe kr sakhty hain or market ki situation dekh kar markit ki movement ko samjh sakhty hain or achi trade find kr sakhty hain.
volume spread analysis (VSA)
Volume darasal indicator ko Kahate Hain aur yah jo spread hota hai yah candle kay opening aur closing price hoti hai . Volume indicator Agar Ham sahi traha se iska istemal Jante Hain To Ham Forex trading ke market se volume spread analysis indicator ka istemal karte hue bahut hi Achcha profit hasal kar sakte hain .
agar ap Visa indicator ka jo banyadi rules Hai unko samajh Lete Hain To aap is market ke andar bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain bahut jyada trader Aisa Hote Hain Jo ke is market ke andar volume spread analysis ka istemal karte hue trade Lagate Hain aur vah ek Achcha profit Hasil Karte Hain volume spread ko samajhna thoda sa Mushkil hota hai Kyunki Jab market breash trend ke andar Ho to Ek Big high volume ban jata hai aur jab market Bullish trend ke andar ho to Bhi Ek Big volume ban jata hai to usko samajhna thoda sa complicated hai agar aap ismein tavajjo Dete Hain aur ismein Jyada time spend Karte Hain To aap is ko aasani ke sath samajh sakte hain ki volume Kis Tarah Se move karta hai aur ham Kis Tarah Se big volume aur low volume ke upar kise trha se fayda Utha sakte hain.
Volume Indicator:
Yah analysis krny kay liye ap Voliume indicator ka bhi istemal krty hain. Jab ap dekhty hain kay market ma buyer's ki strength bahut zyda hai tu us sorat ma buyer's ka Voliume bahut zyda hota hai or isi tarah ap ap dekhty hain kay markit main seller ka Voliume zyda hai tu us basis per ap kei decision laty hain.