Explain Accumulation Distribution Indicator In Forex Market..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain Accumulation Distribution Indicator In Forex Market..
    Introduction:

    Assalamu Alaikum ummid hai aap sab theek Honge aur forex market ko acche se enjoy kar rahe Honge aaj main aapke sath Apna knowledge aur experience share karne Ja Rahe Hain Jo ke bahut important topic hai jo ke accumulation distribution indicator ke bare mein hai Is Tarah Ham Sab Ne Is Tarah Ham Sab Ne pahle bahut se indicator God discuss Kiya Hai Is Tarah Se Bhi unmen se ek indicator hai isiliye Hamen isko Hamen isko bhi understand karna bahut jaruri hai Jisko Iske bare mein Khas information nahi hai vah bhi apna knowledge increase kar len aur Apne trading ko strong kare main aapko Iske bare mein detail se main aapko Iske bare mein detail se batati hun Agar Ham Chahte Hain Ki Forex trading mein successful ho sake to uske liye Hamen bahut mehnat Karni Hogi tabhi ham usmein Kamyab ho sakte hain aur Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain..


    Accumulation Distribution Indicator:

    Yeh ek bahut hi best indicator hai yye indicator Accumulative indicator hai indicator ko daryaft mark chaikin ny kiya hai ais indicator ko volume measure krny k liye bhi use kiya jeta hai Iske alava yah Hamen superly aur demand ke bare mein bhi information provide karta hai aur yah Hamen volume aur price ko access Karke batata hai aur divergence Kobe find karta hai stock main price aur volume ko aur yah Hamen market ke strength k bhi batata hai aur ismein Hamen bike ki trade ki opportunity mil rahi hoti hai aur Hamen is se market mein band karna chahie jisse Hamen Kafi fayda mil sakta hai..







    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220413-164949.png
Views:	1
Size:	234.8 کلوبائٹ
ID:	12522815








    How Do You If Distribution Is Accumulated:

    Jaise ki Hame pata hai k ye indicator market Mein Ek momentum indicator hai yah Pyar Ke top ko predict karta hai aur yah Hamen iski price show karta hai buying aur seller mein ismein traders market mein bullish accumulated aur Barish disturbtion hota hai Iske alava yah Hamen bhi show karta hai market Mein supply demand kya effect karta hai aur yah price ke change mein bhi move karti hai aur Iske alava Iske opposite bhi move karti hai is iska yah kam hai Jisko understand karna bahut important hai..







    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220413-164935.png
Views:	1
Size:	50.4 کلوبائٹ
ID:	12522813








    Formula Accumulation Distribution Indicator:

    Jaise ki aapko pata hai k hr indicator Kisi Na Kisi formule se Jarur Hota Hai aur iski calculation bhi iski calculation flow money multiplayer ka use Kiya jata hai aur iski range plus 1 aur -1 hoti hai aur ismein flow money aur volume ke previous provide accumulation disdistribution value ke milane se current trend Ka Pata Chalta Hai..


    Positive Negative Multiplayer:

    Iski closing Upar half mein ho to multiplayer positive hote hain aur Agar Lo half mein ho to yah negative multiplayer Honge aur Agar buying pressure jyada ho to yah positive hai aur Agar selling pressure jyada ho strong Ho to yah negative multiplayer hai yah Ek dusre ke opposite Hain..









    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220413-164925.png
Views:	1
Size:	334.2 کلوبائٹ
ID:	12522812

اب آن لائن

Working...
X