Dear friends, forex trading main mukhtalif tools aur indicators ki support sa trade main kafi help milti hay ye market ki moments kay sath sath pairs ki routine ko janchnay aur un ki next moment ko predict karnay main madad daitay hain, in tools main sa aik moving average ribbon bhi hay,
Moving average ribbon:
Moving average indicators kay sath sath yeh price kay relation say support aur resistance areas ko bhi identify kartay hain, moving average ribbon us series ko kehtay hain jo aik same chart par plot ho kay ribbon ki tarah ka indicator create kartay hain, traders in moving averages kay darmian distance say trend ki strength ko jantay hain aur agar moving average ki tadad ka pata hona chahiye us kay baad unki length aur look back periods select kartay hain, us kay baad har aik ka simple moving average calculate kartay hain
Process to find Moving Average Ribbon:
Moving Average Ribbon indicator ko adjust karnay kay liay aur trading main use karnay kay liye moving averages kay time periods kay number ko change kar lia jata hay ya phr moving average ki type change ki jati hay jo simple moving average say exponential moving average hoti hay, average create karnay kay liay traders jitnay km periods use kartay hain in say ribbons utnay hi ziada price sensitive hotay
Appearence of Moving Average Ribbon:
Moving Average Ribbon ko traders us waqt easily find kar laitay hain jab market support or resistance kay kareeb ho tab ya moving average bantay hain, is main ribbon hota ha wo ya signal data ha ka market kab trend main jay gi aisa us waqt hota hay jab market ribbon kay pas aye ya is ko cross karay, is main traders simple moving average ko use karta ha aur is pattern ma set bananta hay simple moving average 10 period ki tarah kay 10, 20, 30, 40, 50 jis main traders apna aik indicator banatay hain jis ko adjust kar kay moving average ka period ko change kartay hain