Forex trading main ROLLOVER ki ahmiat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main ROLLOVER ki ahmiat
    Rollover / Swap
    Swap interest ko Kahate Hain aur yah liya bhi jata hai aur Diya bhi jata hai agar Ham Ek Muslim Hain To Hamen chahie ki Ham naa hi Swap Den aur naa hi Swap len swap ko dusre Lafzon Mein rollover / carry trading bhi Kaha jata hai .
    Forex trading ke andar Agar Hamari position open Hogi long time ke liye to ya To Hamen swap Milega ya FIR Ham Swap Denge aur yah Pakistani time Ke mutabik 2 Baje Reopen hote hain activate Hote Hain .
    Hamen chahie kya ham always Kisi bhi broker ke andar Agar account banate hain To Ham Apna account swap free rakhen Taki Hamen Kisi Kisam ke koi extra charges pay na karne per ne apne trade ke upar . Agar Ham Swap free account banate hain to Agar Hamari trade long-term Tak open rahti hai To Hamen ose trade ke upar koi bhi extra charges pay Nahin karne Hote balki Jo broker ka Commission hota hai vahi Commission wo broker ham se leta hai uske alava vah aur koi amount Humse charge nahin karta
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	5
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12520896
    Working of forex rollover rate.

    Jb ham forex market ma kisi position par trade open karty hain. To es position ko hold karny k badlay ham 2 currencies k intrest rate ka difference pay karna hota hai. En charges ko ya rates ko forex rollover rates kaha jata hai. Trader ko profit ho ya loss ye usko har sorat ma pay karny he hoty hain. Forex roll over rates ko find karny k lae hamy 3 chezyn required hoti hai. Ik market ma enter hony wali position, ham jis currency par trade karna chahty hain wo or un currencies ka interest rate. Agr apko pehle sy pata hai k aj market ki closing par rollover huge ho jea ga to apko apni trades ko close kar dena chahe

اب آن لائن

Working...
X