Mistakes That Are Often Made During Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes That Are Often Made During Trading
    Asslam O Alikum
    Dears aj main aap tamam doston ke tawajo aik khas point ke janib mabzool kafwana chahta hon jin ke sabab aik trader ko akasar loss ka samna karna parta hay aur yah he mostakes akasar trader bar bar loss ko dawat dete hain dosto agar aap chahte hain ke trading main hone wale loss se bacha ja sake to aap ko biyan karda points par tawajo dena honge or is par amal karne le bad yakinin aap loss ko control karne main kose had tak kamyab bhe ho jainge kyoun ke trading aik hassas bussines hay jis ko anjam dane ke liye bohat ziada ahtiyat ke zarorat hote hay darje zail point par ghaur farmaiyan
    Click image for larger version

Name:	confused-person-icon-4.jpg
Views:	1
Size:	34.3 کلوبائٹ
ID:	12520744
    1 Lallach
    2 Jaldbazi
    3 Be sabre
    4 Trading
    Ke Ziadti
    Dosto yah char facts jo trading main aap ke trading main kamyabi ke rah main rukawat hain is par control karna be had zarore hay

    Lallach
    Doato sab se phale hum jis point par bat karne wale hain wo hay lallach trading ke doran lalach ke waja se akasar trad main intre or exit ghalat timing par los ka sabab bamta hay

    Jaldbazi
    Jald bazi bhe lallach ke tarah se aik nukasan da amal hay jis main trader bina soche samjhe trad intre leta hay or is tarah akasar decisision ghalat hota hay

    Be sabre
    Doato be sabre bhe jaldbazi ka dosra rop hota hay or seme situatio hote hay or ghalat intre loss ka sabab bante hay

    Trading main ziadti yani Over trading
    Dosto seb se lhatarnak masla trading main over tradin ka hota hay jis main aik trader sara din ka profit over trading ke waja se gawan deta hay or is halat ke zimendar upar daigay tamam cjezain hain jin ke waja se yah sab kuch hota hay

    Note
    Doato agar aap bhe mahfooz or munafa bakhsh tradin ke zarye munafa kamana chahte hain to aap ko yah jo adat uper biyan ke gain hain in ko chorna hoga
    Last edited by ; 11-04-2022, 03:13 PM.

اب آن لائن

Working...
X