trade with bullish hammer candle stick chart pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade with bullish hammer candle stick chart pattern
    what is Hammer candle stick chart pattern;



    Hammer candle stick chart pattern down trend kay nechay mein pai jate hey or frex market kay mumkana reversal janay ka eshara dayte hey sanb say aam hammer candle stick bullish Hammer candle stick hote hey jes mein aik small candle stick ke body or aik lower wick hote hey jo keh forex market mein low prices ko reject karte hey dosray pattern mein trader reversal Hammer say indicate kartay hein jo keh aik reversal hammer hota hey



    Bullish Hammer candle stick pattern




    Hammer candle stick pattern nechay kay trend mein nechay zahair hota hey or forex market mein bullish kay reversal janay ka eshara karta hey Hammer candle stick ke body aik chote ce body hote hey jes mein chote ce opar wale wick nahe hote hey or nechay aik long wick hote hey jo keh hammer say melte julte hey
    pattern es baat ko indicate karta hey keh price new lower level par aa gai he laken bad mein buy pressure price ko oncha close karta hey jo keh forex market mein mumkana reversal trend ko indicate karta hey or tosee shodah lower wick pattern ko reject honay ka eshara hota hey
    Click image for larger version

Name:	hammer-candlestick-pattern_body_Hammer_candle_pattern.png
Views:	6
Size:	2.3 کلوبائٹ
ID:	12520431



    Bullish Hammer candle stick pattern in forex market;


    bullish hammer candle stick pattern mokhtalef kesam kay charts or time frame par mell sakte hey nechay de gai mesal mein AUD/USD bullish hammer ke aik mesal de ja sakte hey 20 april say 31 may tak aik mesal de gai hey es lower trend kay end mein aik bullish hammer candle stick kay sath kea geya hey es kay sath price nay aaj kay price action mein serf 792 pips ka ezafa kea hey
    Click image for larger version

Name:	trading-the-bullish-hammer-candle_body_Bullishhammer.png
Views:	15
Size:	12.1 کلوبائٹ
ID:	12520432
    chonkeh hammer ke strength graph par es ke jagah par depend karte hey aam tr par trader es candle stick ke support mein dosray indicator ka estamal kartay hein es mein tools estamal karna bhe shamell hota hey jes mein Fibonacci retracement , Pivot point os mesale number hein Hammer candle stick support level mein enter ho jay ge laken body buyer kay new jazbay mein enter ho jay ge es kay sath support kay nechay banay ge wick mein bhe stop laganay ka enakhab karay ge
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trade with bullish hammer candle stick chart pattern

    Brief introduction.

    Friends Hammer candle jo ok fees on bottom aur bearish trend okay baad banne par bullish fashion reversal pattern ka kaam karta hai, umbrella circle of relatives se taluq rakhne wali aik unmarried sample candle hai. Ye candle aik small real body, jis ka open aur near same nahi hona chahiye, ok sath decrease side par aik long shadow rakhti hai. Candle ka shadow real frame ka taqreeban zyada hota hai. Candle okay real body okay higher side par aik small si wick to proper hai, lekin ziada lengthi nahi hona chahiye, jisse candle ki khasosiyat par farak par jata ho, lekin bagher upper shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. Hammer candle ki actual frame bullish or bearish dono tarah se ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	hammer-1.jpg
Views:	14
Size:	15.4 کلوبائٹ
ID:	12384394

    How to take entry at bullish hammer candlestick pattern.

    Friends bullish Hammer candle par entry se pehle iss ki bearish fashion ya backside charges function ka hona bohat zyada zaroori hai. Ye aik unmarried pattern candle hone ki waja se alternate k liye bahut hazard hai, iss waja se aik bullish confirmation candle ka hona zaroori hai, trader subsequent bullish candle par market fundamental buy ki entry kar sakte fowl. Stop loss candle ki sab se lower role ya candle ki shadow ok backside se pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	bullish-hammer.jpg
Views:	1
Size:	44.3 کلوبائٹ
ID:	12384395

    Importance of candlestick pattern.

    Friends sub candlesticks ki movement ko acchi Tarah Se Dekhte Rehna chahiye Forex trading Mein kam karte hue Hamen Apne kam per acchi Tarah Se focus karna chahie bagair soche samjhe Hamen Apna Kam start nahin karna chahiye Hamen Apne kam Mein Kisi kism Ka lalach nahin karna chahie Kyunki Agar Ham Apne kam mein jyada Paisa Kamane ke liye lalach Karenge Tu Is Tarah Se Humne Rukhsar ho sakta hai aur Hamara account wash bhi ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: trade with bullish hammer candle stick chart pattern

      Hammer Candlestick Pattern


      Hammer single candle honne ki waja se ye zarori nahi hai, k dosre patterns k tarah ye candle lazmi kisi aik color main ho.
      Price chart pattern par baaz awqat single candles bhi dosre candlestick charts pattern ki tarah k asarat rakhte hen, jab bhi ye candles prices k top ya bottom par bante hen. Hammer candle bhi aik single candle pattern hai, jo k prices k bottom ya bearish trend main banti hai. Hammer candle k aik small real body hoti hai, jiss ka lower side par aik lon shadow banti hai. Ye shadow hammer candle ki real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Hammer candle ki real body k upper side par koi wick ya shadow nahi banta hai, yanni candle ki real body ka upside aik "Bozu" candle hoti hai, lekin agar aik small wick ban bhi jaye to bhi acceptable hai, lekin bohut ziada lamba na ho jiss se candle ki hososeyat tabdeel ho jaye.

      Click image for larger version

Name:	images (820).png
Views:	8
Size:	20.1 کلوبائٹ
ID:	12419354

      Pattern ki Pehchan k Rules

      1. Hammer candle aik single pattern ki bullish trend reversal candle hoti hai, jo k qeematon lower side ya bearish trend me banti hai.
      2. Pattern ki aik small bullish real body hoti hai, jis me candle ka open aur close same to nahi hota hai, lekin aik dosre k qareeb zaror hota hai.
      3. Pattern ki lower side par aik long wick ya shadow hoti hai, jo taqreeban candle k real body ka dugna, ya us se bhi ziadda hota hai.
      4. Pattern ki color lazmi nahi hai k koi khaas pattern ka ho, lekin agar white ya green hota hai, to ye aik achah result ka pattern ban jata hai.
      5. Candle k upper side par koi shadow nahi hona chaheye, lekin aik small si wick acceptable hai, jo bohut zyada lamba na ho, jis se candle k shape ka tabdeel hona ka hadsha hota hai.


      Click image for larger version

Name:	images (802).png
Views:	83
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12419355

      Pattern ki Tafseel


      Hammer candle jo k prices k bottom aur bearish trend k baad banne par bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai, umbrella family se taluq rakhni wali aik single pattern candle hai. Ye candle aik small real body, jiss ka open aur close same nahi hona chaheye, k sath lower side par aik long shadow rakhti hai. Candle ka shadow real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota hai. Candle k real body k upper side par aik small si wick to acceptable hai, lekin ziada lengthi nahi hona chaheye, jiss se candle ki hososeyat par faraq par jata ho, lekin bagher upper shadow ki ye candle ziada perfect hoti hai. Hammer candle ki real body bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, issi waja se candle k leye color ka hona zarori nahi hai, lekin iss ki position ziada zarori aur aham hai.

      Click image for larger version

Name:	images (821).png
Views:	65
Size:	20.5 کلوبائٹ
ID:	12419353

      Pattern par Trading ka Amal


      Hammer candle jo dekhne main aik T jaise lagti hai, prices k bottom ya bearish trend main banne par bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Ye candle bullish trend ya top prices par banne wali Hanging Man candle ki tarah hi hoti hai, lekin prices ki position change hoti hai. Hammer candle ki inverse Inverted Hammer candle hoti hai, jo k same bearish trend main bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Hammer candle par trade entry se pehle iss ki bearish trend ya bottom prices position ka hona bohut ziada zarori hai. Ye aik single pattern candle hone ki waja se trade k leye bohut riski hai, iss waja se aik bullish confirmation candle ka hona zarori hai, trader next bullish candle par market main buy ki entry kar sakte hen. Stop loss candle ki sab se lower position ya candle ki shadow k bottom se two pips below set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (819).png
Views:	45
Size:	13.1 کلوبائٹ
ID:	12419352

      اب آن لائن

      Working...
      X