Explanation.
Friends Financial market different types ki hoti hey aur har financial market key term and condition me be difference hota hay, Forex market aur stock exchange market me be koch differences hey aur term and conditions be dono ki same nahi hey.
Types of financial Markets.
Stock Market
Friends yea aiesi market hoti hea jhan stock ya product ki keemat me ezafa ya kami ki waja se app key shares ki keemat me be izafa ya kami a sakti hay isi tarah se app ko profit ya loss ho sakta hay stock market 24 hours working condition me nahi hoti, Forex market currencies ko buy ya sell kia ja sakta hay aur es ki market every time trading karny key ley open hoti hay. Stock main different bari bari company ki share hoty han Jo up down hoty han jasa k trading main normal movement hoti ha was the same or stock main sirf companies hoti han
Foreign Exchange Market
Friends Foreign Exchange Market pooray world ke countries ke currencies hote hein aur in ko sell buy kia jata he aur es tarah se trader ko profit hasil hota he aur forex market main currencies ke sath boht sare aur bhe trading pair shamil kr die gae hien jasa keh oil gold silver aur dusre bahut sare famous world ke stocks ke indexes the forex market mein shamil hai to in mein trader daily sell buy krta he aur trader ko boht ache income forex market se hasil hote he. stock exchange business investors kesi be company key shares buy kar sakte hey aur jab shares key price increase ho jaty hey to investors ye shares sale kar dety hey, Forex market me ham pairs me trading karty hey forex business me currencies ki khareed o farokht ki jati hay. Foreign Exchange me main different metals bi hoty han jasa k gold silver platinum is k alawa or both sary chezen han jin pe ap forex trading kar sakte hain.
Commodities Market
Friends market mai trader or investor product ko sell ya buy karty hain jaisa k oil ho gaya gold ho gaya or corn ho gaya or woh in ki price ky incrrase hony ka wait karty hain jaisy price increase hoti hai ty sold karty hain or apna profit hasil karty hain.

- Foreign Exchange Market
- Commodities market
- Derivatives market