Assalamu Alaikum dear members Jab aap Forex trading market mein apni working activities ko complete karte hain aur technical analysis ko mukmmal karte Hain to aisi condition mein aapko individual candlesticks ko carefully focus karna hota hai aur inki proper identification aur interpretation se related almost hundred percent information ko complete karna hota hai adervise aap successful trading karne ki position mein nahin a sakte hain aaj main aapko bin bar se related kuchh important information explain karne ja raha hun jo aapke liye helping platform provide kar sakti hain.
What is Pinbar
Pin bar basically ek reversal candlestick pattern hota hai jo aapko market mein Trend ke change hone ki information provide kar raha hota hai dear members Jab aap different time frames mein different important individual scandals six pattern ko carefully focus karte Hain to aisi situation mein aapko maximum advantages available ho sakte hain din bar basically ek aisi candlestick hoti hai jo aapko market mein trend reversal se related important informations provide kar rahi hoti hai Forex trading market mein agar aapko support level per candlestick milati hai to iski interpretation different hoti hai aur Agar yahi candlestick aapko resistance level per milati hai to iski interpretation totally different ho sakti hai iski fowlling mention types aapke liye helping ho sakti hain.
Bullish Pinbar
Market mein Jab consistently bear is movement ho rahi hoti hai aur Market mein trend change hota hai aur Market upwords apni movement karna start karti hai to aisi condition mein market aapko different science provide karti hai jiski base per aapke decision making kar sakte hain ki aap market mein trend change ho chuka hai aur humko accordingly interpretation karni hogi aur accordingly decision making karna hogi aisi condition mein Jab aapko support level per pen bar candle stick milati hai jiski body down site per nahin hoti hai balki uski down site per hoti hai aur aisi candle stick ki body upar wali site per hoti hai is candle stick pattern ko aap bullish pin bar ke naam se jante Hain yah aapko hamesha market mein reversal trend se related kuchh information provide kar rahi hoti hai.
Bearish Pinbar
Dear member Jab market resistance level per hoti hai aur isase pahle market consistantly bullish trend mein apni movement ko complete kar rahi hoti hai to aisi condition mein agar aapko market mein ek aisi candlestick milti hai jiski upar wali site per Shadow hoti hai aur down site per body hoti hai aur iski Shadow kafi lambi hoti hai to yah bearish bin bar ke naam se jaani jaati hai is candle stick ki base per aap market mein seling entries Le sakte hain kyunki yah aapko market mein seling pressure show kar rahi hoti hai yah ek bahut hi important candlestick hoti hai jo aapko important information share karti hai.
Interpretation
Forex trading market me jab aap apni learning ko complete karte Hain to iski interpretation se related aapko hundred percent information available honi chahie kyunki Jab aap market mein kisi bhi candle stick pattern ko completely focus karte Hain to aisi condition mein aapko market mein candlestick ki individual work and district patterns ki interpretation se related informations available nahi hoti hai to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte hain dear member Jab aapko resistance level per pen bar milati hai to iski interpretation totally different hoti hai Jo Main aapko already mentioned kar chuka hun isliye aapko sabse pahle din bar ki proper recognition aur iski interpretation se related almost complete information hasil karne ke bad is per focus karna chahie.