Supply and Demoed zones

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Supply and Demoed zones

    Introduction.


    Dear friends koi bhi karobar ho us main Supply aur Demond Dou Bahot aihm fators hoty hean suoply aand demand zones jub bun jaty hain to wahaan py trdes open krna aor prediction lena easyho jata hai is leay apko market ma in levels ko smjhna aor candlestick pattern ko must trade krna chye lkn us ky leay apko other tools ko bhi use krna chye. Jesa ky relative strength index indicator aor Fibonacci retractable indicator best hain. Isky elawa bhi bahot easy simple indicators hain.deman or supply zone woh zones ya woh point hoty hain jahan market kisi ek trend main chalty hove us trend ko chor kar sideways main chalna start kardy es trha ki movement price action main apko indicate karti hai k market ab kisi side per bohat taizi se move karne wali hai.

    Click image for larger version

Name:	word-image-63.png
Views:	2
Size:	13.2 کلوبائٹ
ID:	12519261

    Identification of these Zones.

    Dear friends Supply aur demand zones main trading karne kay liey in cheezon ko lazmin zehan-nasheen karnaa chaheyy. Supply aur demand zone ke shanakht kay liey bary time frame ko istemaal karin Bary time frame main traders ko bhetar pata chal sakta hai kay kahan sy market sharply bounce kar rahi hai aur kahan sy supply aur demand levels create ho rahy hain.

    Click image for larger version

Name:	word-image-65.png
Views:	1
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12519262

    How to mark Supply and Demoed zones.

    Dear friends Demand and Supply ko aik bary area main mark kiya jaata hai. Jesa kay aap neechy de huii tasveer main dekh sakty hain kay market main supply and demand zones kahan hain. Aur market waahan sy kesy reversal bana rahe hai. Jesy he market demand zone main jaati hai to market main buyers ke sharp movement dekhny ko milte hai aur esi tarha jab supply zone main jaatee hai to sellers in control nazar aaty hain.

    Click image for larger version

Name:	index.png
Views:	3
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12519263

    Trading at Supply and Demoed zones.

    Dear friends trading main demand kia mtlb hota hai k market main kisi currency ya matel ki kitni ziada maang hai, or is sy market ma us currency ki value bhe kum ya ziada hoti ha kun k ager market main koi cheez limited mojood hai to us ki demand bhi ziada hoti ha. Market mein supply mein mtlb hota ha kisi cheez ya currency ki ho miqdaar market ma mojood hoti ha is supply sy bhe market ma kisi currency ya matel ki supply kum ho get tw us cheez ki value bhe ziada ho ge.

اب آن لائن

Working...
X