Importance of " Money Management " in forex market .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of " Money Management " in forex market .
    Salam dear members ki aaj main aapke sath ek bahut hi important topic share karne ja rahi hun jo ke Money management ke bare mein hai jaise ki aapko pata hai ki Money management trading ke liye bahut hi important hai .agar Ham money management se trading karte Hain To Ham isase trading mein bahut jal d Sikh ke kam job ho sakte hain .to main aapko Money management ke bare mein detail se batati hun Taki Jo members trading mein lalach ya jaldbaji karte Hain unko iske bare mein acche se knowledge ho jaaye .

    What is Money Management .

    G members jaise ki hamen pata hai ki jab ek professional trader trading karta hai To uske liye strateg hoti important Hoti hai vah ek proper rules ke sath kam karta hai . Is Tarah forex trading mein money management bhi bahut hi important hai . money management ko use Karke Ham ek management ke sath kam karte Hain . Ham Money management ke sath kam Karen management ke sath trade open karte Hain To isase Ham loss se Bach jaate Hain aur hoti achcha profit gain kar sakte hain . isliye money management ko humy mind main rkh k trading krni chaiye . He hump dreading me again money management asmi istemal karna chahiye .
    Click image for larger version

Name:	money_management_in_forex_trading.gif
Views:	9
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12519176


    Risk And Reward Ratio .


    G members trading mein kamyab hone wale traders ki ratio nakam hone wali trader se jyada hoti hai . Is Tarah agar ek trader apne liye one ratio 1 leta hai usmein se 6 se 10 traders trade ko Vin karenge usmein Kamyab honge or agr 3:1 denge to chhota trader ismein Kamyab hoga isase Ham trading risk and reward ratio kehte hain .

    Rules for Money Management .


    G members account ke mutabik money management ko istemal karna chahiye jitna hamara account Hoga uske lihaz se agar Ham isko manage karenge to tabhi Ham ismein Kamyab ho sakte hain . Isliye hamen iske rules ke mutabik espe kam karna chahie tabhi Ham ismein Kamyab ho sakte hain .

    Trading strategies with money management .

    G members agar Ham trading money management ke sath Karen To Ham ismein bahut jyada Kamyab ho sakte hain na hi Ham Apne trading mein lalach karna chahie aur na hi ismein hamen jaldbaji Karni chahie . Isliye agar Ham Mani management ke sath trade kar rahe hain to uske liye important hai ki Ham stop loss aur take profit ko starting mein Hi istemal kar le jab Ham ine donon ko Apne account mein use karenge To isase hamara account sev rahega aur ham Apne mission mein kamjor ho sakte hain . Isliye Inka istemal lajmi karna chahie aur stop loss aur take profit ka istemal professional trader ki nishani hai .

    Click image for larger version

Name:	money-management-with-forex-trading.jpg
Views:	2
Size:	22.9 کلوبائٹ
ID:	12519175

اب آن لائن

Working...
X