How we approved our trading confidence....?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How we approved our trading confidence....?
    How we approved our trading confidence....?

    Aslamualakum,

    Trading ke liye hamare confidence Ka Hona bahut jaruri hai jab hamara confidence behtar Hoga to hamen apni trading se behtar results milenge aur agar hamara confidence achcha Nahin hota Hai to fir hamen trading mein baitha result bhi nahin milte Hain isliye hamen koshish Karni chahie ki ham Apne confidence ko approved Karen kyunki jitna ham Apne confidence ko approved karenge utani hi hamen success milegi aur agar hamara trading mein confidence Nahin hota Hai to fir hamen success Nahin mil paati hai isliye hamen Apne confidence ko approved karna hamare liye bahut jaruri hai tab hi hamen success mil sakti hai.market men confidence se kam krin gy to app kamyab hon gy ni too app kamyab ni ho skty . confidennce bhrhny k lay app jitni zyeda lern kar sakty krin senior se air market se sikhin confidence hi to kamyabi hia.

    How we approved our trading confidence...?

    Hamen trading ke liye ye apne confidence ko approved karna bahut jaruri hai aur hamen Apne confidence to upload karne ke liye pahle kuchh mehnat karni padati hai jab mehnat kar lete hain aur trading ko samajh Lete Hain to tab hi ham Apne confidence ko approved kar sakte hain confidence ko approved karne ke liye mandarja zail hikmet Emily hamare liye behtar ho sakti hai.


    Click image for larger version

Name:	confindance.jpg
Views:	1
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12519148


    Increased the experience and knowledge:

    Hamen chahie ki ham Apne experience and knowledge ko jitna possible ho sake usko increase karenge ok jab hamara experience and knowledge increase hoga to tab hamare liye working karna bhi biji ho jaega isliye hamen chahie ki ham Apne experience and knowledge ko jitna mumkin ho sake utna increased Karen kyunki jitna hamara knowledge strong hota hai to hamari trading hamare liye easy ho jaati Hai aur jitna hamara experience strong hota Hai to ham trading mein decision lete hue confidence ke sath decision lete hain isliye hamen Apne knowledge and experience ko increase karna jaruri hai.

    Understand the money management and risk management:

    Hamen Apne confidence ko approved karne ke liye jaruri hai ki ham money management or risk management ko understand Karen kyunki jatakam money management and risk management ki importance ko Nahin samjhe denge tab tak hamen success Nahin milegi hamen man management and risk management ko samajhna chahie kyunki yah hamari trading mein bahut hi important role play karte Hain jab money management or risk management ke sath trading karenge aur hamara account safe rahega Tu Is Tarah se ham Apne a confidence ko approved kar payenge aur apni trading ko behtar banaa payenge.

    Learn from mistakes:

    Trading karte hue ham daily basis per bahut si mistakes karte hain aur hamen ine mistakes ko ignore Nahin Karni chahie balki yah mistakes hamare liye bahut important hoti hai aur hamen apni mistake se learn karna chahie agar ham Kisi mistake ki vajah se market mein loss karte Hain to hamen dobara se hua mistake bilkul bhi nahin Karni chahie Is Tarah jab ham apni mistake se learning ki koshish karenge to tab ham Apne confidence ko behtar tarike se approved kar padhte Hain kyunki jitna ham apni mistake se Sikh sakte hain itna ham Kisi bhi chij se nahin sakte hain isliye hamen apni mistake se sikhana bahut jaruri hai.

    Build trust on confidence:

    Trading karte hue hamen Apne aap par trust Hona chahie aur hamen apni skills per bhi trust Hona chahie kyunki jab tak ham Apne aap par trust Nahin karenge tab tak hamari trading behtar Nahin ho sakti hai isliye hamen Apne confidence ko approved karne ke liye khud pe trust Hona bahut jaruri hai jab ham apni scales aur apne experience per trust karenge to tab hi ham Apne confidence ko approved kar payenge aur hamari trading behtar hogi isliye hamen again and again demo account ki practice karni chahie aur apni skills ko better karna chahie.

    Plans and targets:

    Hamen trading karne ke liye always plans ko kariye karna chahie jab ham ek acchi planning ke sath working karenge to hamari trading bhi baitha hogi kyunki jab ham acche plan ke sath kam karte Hain to hamen Apne kaam se fayda bhi milta hai aur hamen apni trading mein baithe target rakhna chahie hamen apni takat ko itna bada Nahin rakhna chahie ki vah ham acchi bhi Na kar sake isliye hamen acche target rakhna chahie taki hamare target isliye chief ho sake aur ham markets a profitable trading kar saken.

    Conclusion:

    Trading market mein ham Apne confidence ko tabhi bata bana sakte hain jab ham acche tarike se mehnat karte Hain agar hamari mehnat Nahin Hoti Hai to ham Apne confidence ko behtar nahin kar sakte hain isliye hamen jaruri hai ki ham Apne confidence ko behtar Karen kyunki jab tak hamara confidence behtar Nahin hoga tab tak hamen kamyabi Nahin milegi aur jab ham apni confidence ko behtar banaa lenge to automatic ke liye ham market mein successful trading kar sakenge isliye hamen koshish Karni chahie ki ham acchi working Karen taki ham market mein easily successful ho sake.

اب آن لائن

Working...
X