AOA
INTRODICATION
Friends kia hal hn mare traf sey ap sub ko good night always happy and kamyab aj ke last post mein hum disscucc karty hn ky planing or staryegymein kia diffrance hota hy
PLANING ON FORE X TRADING
Strategy ke bad sabse jaroori cheez planning hai. Forex trading Agr ap planning ke sath kam karenge to aap hamesha kamyab honge. market ko acche tarike se analyse karne ke bad jo sabse jaruri chij hai vah planning hai. Matlab aap mujhe decide karna hai ki main trade kahan se kahan tak open karna hai jismein stop loss aur take profit bhi select karna chahie. Hamesha yad rakhen ke kabhi bhi trade take profit aur stop loss ke bagair na lagaen trade open karne se pahle apne liye ek target set Karen stop loss lagaen take profit lagaen aur phr sabar ke sath apne trade k end hone ka wait Karen. Kabhi bhi jaldbaji se Kam nahin Lena chahie aur na aur confidence hona chahie aapane Jo target set Kiya hai kuchh Tak pahunchne ke bad trade ko close kar dena chahie jyada profit ki lalchi nahin karni chahie.
STARTEGY IN FORE X TRADING
Strategy ka matlab yah hai hai ki aapke pass trading ke bare mein proper knowledge hona chahie aur market Analysis ka pata hona chahie agar aap market ko analyse kar sakte hain tab hi aap ek kamyab Ban sakte hain aur acchi earning kar sakte hain. hamesha trade open karne se pahle market ko dekhna chahie market movement ko dekhna chahie aur ya tasalli karni chahie ki market kis direction mein ja raha hai. Jab market movement clear home aur aapko trend ka pata chal jaaye to uske bad trade open karna chahie aur phr sabar se a apne trade kya yah n hone ka wait karna chahie.
DEMO EXPERENCE STARTEGY
Market mein aap enter hoty hain to aap kisi bhi new strategy ko learn kar ky Practice krny ky liye demo account ka use kar skty hain. Is ka faida yeh hota hai ky aap agar demo account mein trading karty hain to aap us strategy ko agar sahi se nah smjh paa rhy hon aur apny losses kar rhy hon to aap ko real mein loss nahin hota balkeh demo account se virtual amount mein aapko loss hota hai. Is trha aap us loss se ghabra kar trading quit nahin karty balkeh us loss se learn karty hain. Demo account aapki learning aur strategy testing ky liye ek best platform hota hai.
USE STARTEGY IN REAL ACCOUNT AFTER SUCCESSFULL EXPERINCE
Jab aap dekhty hain ky aap demo account mrin kisi hhi specific strategy se regular gains le rhy hain aur aap ki success ratio barhti ja rhi hai. To aap us strategy ko apny real accounts mein bhi apply kar skty hain. Is trha aap apny losses ko minimize kar ky trading mein profits increase kar skty hain. Agar aap testing successful treqy se karty hain aur aapko market mein ek constant period se profits mil rhy hon to aap us strategy ko future trading ka hisa bana skty haon.