Free Float Market Capitalisation
Dear Friends, asal me Free float market capitalisation Stock market me use hony wali term Hy jis me Kisi bhi company Kay shares me stake holders aur promoters Kay share ko separately calculated Kia jata Hy aur is me free float in stocks Ka aik factor samny ata Hy jis main local aur international dono level py share me kafi fark parta Hy isi trha Kuch companies Kay shares par trading krne ke liye aur agar forex business me app 500$ be earn karty hey to mery khayal me within 1 week me app apny profit targets ko complete kar sakty hey, forex market trading ka 1 advantage ye be hota hay key currencies pairs me hoty hey jes ko app buy ya sell kar sakty hey.
Role of Federal Reserves in Financial Markets
Federal reserves Financial Markets mai almost iss trah ka he role play karta hai jis tarh ka role Pakistan mai state bank ada karta hai. Dunyia kay saray he central bank aur federal reserve type kay edaray apny mulik ke currency kay flow aur iss ke international prices ko monitor karty hain aur apni zarooriat kay mutabiq iss ko adjust karny ke liye apni apni kohsish karty hain aur apny mulik ke economy ko behtar karny ke liye decision making b karty hain is me financial report ready ki jati hai jis main es molk main har insan k pass kis kaqar income hai or wo es main kitna earn kar rahy hain or kitna use kar rahy hain sara data hota hai or es namki bank bhi hain amrica main or es sysytem main hony waly sari informtaion es molk ki fanancial reprt par hoti hai jis main har banks es me banks main involve hain.
Importance of Federal Reserves
Agr baat ki jay importance ki to ye sb zeyda papolar bank hai or yah amrica main jitny bhi baks hain sub he es se nechy ki postion main chal rahy hain country ki currncy ka word hota hai jis se hum asani se parh lety hain k es molk main crrency ko kya kahty hain jub k es k ilwa pair do do molk ki currency se jory jaty hain jis main hmain aik currncy ko base banty howe trading karni hoti hai jsi main huma ik order lagty hain jesy k aik pair main aghr hum buy kar rahy hoty hain tu sath wali currncy ko hum automativcaly sell kar rahy hoty hain es trah se yah pair set kiye gay hain jo k hmari asani k liye set kiye gay hain.