what is continuation pattern in forex market
continuation pattern forex market mein aik identification chart pattern hota hey jo keh asal mein trend ke direction ko jare rakhnay kay ley arze stable kay period ko indicate karta hey consolidation side way price ke shakal mein zahair ho saktay hein pattern ap ko comsolidation kay break out ko mokamal karta hey jes kay nateejay mein last trend ko jare rakha ja sakta hey consolidation kay patten aam tor par short trend ko jare rakh saktay hein
Bullish continuation Pattern
Bullish continuation pattern upper trend kay doran indicate hota hey or assane say pehchanay ja saktay hein kuch important bullish continuation pattern nechay dey gay hein
Ascending Triangular Pattern
Ascending triangular pattern aik strng bullish pattern hota hey jo keh darmeane trend mein hota hey or aam tr par majodah trend kay continuation ke taraf eshara karta hey yeh pattern 2 converging trend lines ko khanch kar tashkeel deya jata hey kun keh price arze tor par aik taraf ke direction mein chale jate hey trader trade mein enter honay kay esharay kay tor par last trend ke direction kay bad break out ko talash kartay hein
Bullish Pennant Pattern
Bullish pennant pattern aik continuation chart pattern hota hey jo keh security ko aik bare achanak opar ke taraf movement ka analysis karnay kay bad zahair hota hey or short period mein stable ko indicate karta hey es say pehlay eh price ebtadai raftar mein agay increase kar jay
Bullish Flag
Bullish flag Pattern trader kay ley aik behtaren pattern hota hey zyada tar movement bullish flag say he wabesta hote hey bullish flag bullish pennant pattern say wabesta hey ta hum bullish flag zyada porkashesh entry level paish karta hey
Bullish rectangular Pattern
Bullish rectangular pattern trend mein aik gap ke khasoseat ko indicate karta hey bullish rectangle mein price rectangle support or resstance mein movement karte hey or forex chart pattern majodah trend mein asal direction ko jare rakhnay kay ley price stable ko indicate karta hey es pattern ka ezafe faida yeh hey keh trader limit kay andar forex market mein entry layta hey