what is indictor? how can use Fibonacci indicator.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is indictor? how can use Fibonacci indicator.
    Indicators:
    Candles stricks Pattern k barye main batya han,Kahye traders inn patterns k elwa kuch aur almaat ko be istmaal karta hn Jin ko Indicators kaha jata hain.Yeh Indicators thread main kahye darjaan hota han magar hum sirf Kuch maksoos indicators k baray main zikar karye gaye.

    Fibonacci:
    Fibonacci kiya han Iss kah majood on the iss k calculation kisa hoti hn Hum iss tafseel main nahi jaye gaye.Support/Resistances k baap main hum ny para tha k Prices sedi nahi chalti balkye serii ki shakal main upar yeh necha chalti han.Seriyo k levels ko hum Fibonacci kahta hain.inn levels ko ( 23.6%) (38.2%)(50.0%) (61.8%) (76.4%) k hisab se rakhe gaye han.
    Agr prices up trend main hoon toh trade open karna k liya wait kiya jaye k prices kis makaam per wapise murage.iss murna ko retracement kehta hai.ammoman Prices Uper deya gaye levels main sy kisy aik level thk wapise ati han or Yaha sy dobara uper ki janib safar start karti han.Necha de gaye shakal main wapis upper jaa rahi thi k wapis necha ko murti or 38.3% sy dobara uper ko chalna start hoti.Yeh makaam Prices ko Buy karna k liya intehai Mahzu han or Fida mand han.








    Agr hum iss cheez ko follow karke chale toh hum market main bahut achi achi trader utaa sakta hain or iss ko mazeed acha bana sakta hain humain learning k saat iss main kam karna chaiye tabhi hum iss main success pah sakta hain or kamiyaab trader ban sakta hain,

اب آن لائن

Working...
X