Introduction to pennant patterns
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Introduction to pennant patterns
    Introduction to pennant patterns

    Friends Market Mein Ja pennant patterns aur flag patterns different patterns Ki Surat Mein maujood Hote Hain Bull flag aur bear flag bearish pennant bullish pennant in pennant flag pattern Mein To trendlines hote hain jinko sport or resistance level ke jarie se previous trend ko acche tarike se confirm kiya jata hai market Mein Ek short-term symmetrical triangle pattern Hota Hai market Mein Ja basic patterns hote hain jinko trading ke liye use Kiya jata hai market Mein traders a pennant patterns aur flat pattern se ke sath retracement ka istemal kar sakte hain in Kesariya Seva market koshish tarike se confirm kar sakte hai market Mein traitors ko chahiye ke pennant patterns aur flag patterns ke jariye se market bearish or bullish trend ko identify karne ki koshish karen Taki vah market ke is trend ko confirm Karke Apne trade open kar sake.

    Click image for larger version

Name:	pennant.png
Views:	4
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12516656

    Formation of Pattern.

    Friends Pennant aik neutral formation hoti ha jo triangle patterns sa kafi similar hota ha, ye aik steep trend k baad small wedge ki surat ma appear hotay hain aur opposite direction ma develop kartay hain, uptrend k baad is pattern ma downward slope hoti ha aur downtrend k baad is ma upward slope hoti ha, pennant aik trading pattern hai jis ko trader apne fayde ke istamal kar saktay hain market kbi ik he direction ma hamesa move ni karti wo main trend ko follow karny k bad kuch dair consolidate karti hai or es state ma pennant pattern creatr hota hai.

    Click image for larger version

Name:	pennant-patterns_body_BullishPennantwithlabels.png.full.png
Views:	2
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12516657

    How to trade on this Pattern.

    Friends pennant pattern market ki continuation ko show karta hai, consolidation k waqat market k volume ko observe karna chahe, market ka volume kam ho ga to consolidation state continue karti rahe gi or jb volume increase ho jayega to market break out karny wali hai, jb market break out kar jae to tb trader ko apni trade open karna chahe, aksar asa dekhne ma ay hai k market us side he pennant pattern k bad move karti hai jis side ye es pattern sy pehle move kar rahi hoti hai.

اب آن لائن

Working...
X