What is Market Threshold

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Market Threshold
    Definition of Threshold

    Dear friends , Trading karty waqt kai pairs main aisa hota hay keh inka high ya recent low achieve ho jata hay. Laikin ye tab he hota hay jab koi big event occur ho. Sirf news ki base per he market main itni big movement nahi ati. Jab market main kisi pyar ka aisa high ya low point a jaye jahan say market nay wapas hona ho to iski threshold kehty hain.

    Click image for larger version

Name:	zW3FHMnQ_mid.png
Views:	3
Size:	94.7 کلوبائٹ
ID:	12516608

    How to Trade in Threshold Market.

    Dear friends , Threshold point kay bad market main amooman reversal daikhny main ata hay aur is main trade karny say hamesha 100% profit milta hay. Laikin is main hamain ye bhi daikhna chahiye ke ager market high jaty huye threshold situation create kary to iski reversal ka hamaim wait karna chahiye. kyn kayye jahan say reversal main to ati hai lekin itni jaldi reversal main nai ati aur kuch arsa tak yahe per slow movement main rehti hay.

    Click image for larger version

Name:	tB4pi8HP_mid.png
Views:	1
Size:	43.4 کلوبائٹ
ID:	12516609

    Selection of Currency pair.

    Dear friends , Jab market Mein threshold level chal raha Ho To Aisi situation Hamen apni trade per bahut jyada focus karna chahie aur Hamen apni trade Mein Ek acche currency pair ko select karna chahiye Jab Ham acchi currency pair ko select Karke market Mein trading Karte Hain To Is Tarah Se Hamen apni trading Mein Hamesha Achcha advantage hi Milta Hai Forex trading ki market Mein threshold level Ek bahut hi Jabardast level hota hai Hamen is level ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	1
Size:	106.6 کلوبائٹ
ID:	12516610

    Point to Remember.

    Dear friends ,Exactly market ki movement ka Mukammal idea to nahin Hota Kabhi bimar ki ki movement change ho sakti hai mostly aisa hi hota hai fundamental base per market ki movement Ne Jis Tarah movement Karni Hoti Hai Thoda movement Karti Hai angest Mein reverse kar Jati Hai iske liye Apne loss Ko Agar recover karna ya FIR Bachna Chahte Hain To proper plan karna hoga Agar market Dobara Wapas rivers kar rahi hai to Ek order aur place Karde Is Tarah Jab losses recover hoga to thoda jaldi recover ho jaega lekin order place proper plan se kiya jaaye Jyada loss bhi ho sakta hai.

اب آن لائن

Working...
X