Roll of Currency carry trading in Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Roll of Currency carry trading in Forex
    Explanation with introduction.

    Friends Forex mein currency carry trading aap log kar sakte hain aur Jis Ka plan aap ko weekend ke hisab se karna chahie kyun ky market bhi weekend pr close hoti hai aur hamen bhi apna schedule market ko dekhte hue plan karna chahie aur well weekend par trade carry karna sahi nahi hota isse hame tension bhi rehti hai ke agar market open hote hi hamare against move hogai to hamare account ka kya hoga is lia behtar hai ke weekends par trade carry na ki jae aur trade ko jari rakhna hamari apni marzi he hum agar apne account balance ko roshni min rakhte hue trading karin to hamari trade kafi waqt chale gi aur hum kisi waqt bhi chahin us trade ko close kar sakte hain. Es karobar mein jaise jaise hum zyada intrust leite hin to humin zyada se zyada faida mil sakta he aur hum yahan pe apni investment karte hain aur market bhi remain in movement rehti he poora hafta to eisi buhat sari jagah ati hin jab hum es karobar se earning kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	currency-carry-trade_body_FX-carry-trade-infographic.png.full.png
Views:	2
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12516374

    What is Currency carry trading.

    Friends Currency carry trade main humein ye dekhna hota hay keh humein kis currency pair main high-yield mil rahi hay aur kon si currency low-yield offer kar rahi hay. Currency carry trades main sab say ziada trade aisy currency pairs main ki jati hay jo buy kiye jate hain jaise keh Australian dollar/japanese yen aur New Zealandian dollar/japanese yen per ki jati hay q keh in currency pairs ka interest rate spread bahut high hota hay. Isi liye humein currency carry trade main sab say pehlay ye find out karna hota hay yeh kis currency pair ki high yield hay aur kis ki low yield hay. Is tarah carry trade main interest rate kay difference ka faida uthaty huye effective earning ki jati hay.

    Click image for larger version

Name:	currency-carry-trade_body_carry-trade-example-audusd-uptrend.png.full.png
Views:	1
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12516375

    Broker roll in Currency carry trade.

    Friends day mein trade ko hold kerny ka broker humain interest ka difference pay karta hai lekin is main is baat ko lazmi dekhna ho ga k hamari trade yahan par profit mein he rahe aur un currency pair jin par trade lagai hai hai un k country interest rates bhi change na hon is tarah hum trade mein profit hasil kar sakty hain aur human interest rate ka difference bhi gain hota rehta hai aur hamara profit zyada barhta rehta hai lekin profit zyada hony se humne kabhi bhi greed nahi karna chahiye kuen k is se humen hasil hua profit bhi loss mein chala jayega hame apne hasil kiye hue profit par he khush hona chahiye aur usi par ittefaq karna chahiye.

    Roll of Analysis in Currency carry trade.

    Fundamental Analysis

    Fundamental analysis aik Bahut Si important principle Hai Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapane Bhi Apne experiences Mein isko likha hai aur Main Bhi aapko bata raha hun ki fundamental analysis se aap news se closely attach hote hain aur news mein aapko bahut sari information mil jaati hai jisse aap acche tarike se trading kar sakte hain aur price fluctuation ko aasani ke sath dekh sakte hain ki Unki next movement kis Taraf hone ja rahi hai.

    Click image for larger version

Name:	USD-JPY-Carry-trade-example-for-foreign-exchange-trading-currencies-1024x585.png
Views:	1
Size:	47.6 کلوبائٹ
ID:	12516376

    Technical Analysis.

    Fundamental analysis Ki Tarah technical analysis ki bhi bahut important hote hain agar aap market ki movement ko acchi Tarah dekhna Chahte Hain To fundamental analysis ki saath saath technical analysis Fir Bhi aapko bahut Gaur karna hoga Mere Khyal Mein technical analysis karna Kafi difficult hota hai as compared to fundamental analysis Kyunki technical analysis main aapko sabse pahle market Baton per ghor karna hota hai aur iske sath sath aapko indicators ki proper learning Hasil Karni hoti hai aur jitni bhi different types of candlestick hoti hain UN per bhi acchi Tarah focus karne ke bad aap technical analysis Ke Liye Koi decision making kar sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X