Rising wedge chart patteren
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rising wedge chart patteren
    Rising wedge ki banawat:

    Dosto chart ma ma uptrend cal ra o or rising wedge ka banana ma yaha zaruri ha pichla trend downtrend ho ,yaha downtrend necha ki taraf barhta hue ek support bananta ha or upar ki taraf jata ha lakin tezi ka trend ko sambala rakhta hue pas ma hi ek resistance bana lata ha or wahi par ruk jati ha is tarah sa pahla support or pahla resitance banta ha or iska bad price fir sa necha ajata ha or pahla support ka necha chala jata ha or waha par dusra dupport la kar upar ajata ha ab price wapis s upar ki taraf dusra resistaenc banata ha or wahi par ruk jata hha kuch wakt k lie ,lakin yha pahla resitance dusra resis tacne ki tulna ma lower hota ha ,dosto ab chart ma do resistance do support ban chuka ha to hamain resistance ka high ko touch karta hue ek trend line khenchna hogi is trend line ko (resistance line) kahta hain or iska bad dusra support ko touch karta hue dusri trend lien khenchna hogi isko (support line) kahta hain ,rising wedgechart pattern ma kam sa kam do support or resistance ka hona lazmi ha or agar do sa zyda ho to bohat achi bat hogi isma ek bat ka dikhan rakha resistance wali line ka slope necha ki taraf hota ha or support ki nisbat jis sa ya ek point a ka crossover kar jati hain is pattern ma asa ni hona chaye ka dono line ek dusra ka parallel chalti rahein ,agar ya crossover na karein to isko sahi ni mana jaye ga ,or dusri dihan rakhan wali yaha ha har support or resistance pichla wala sa lower hona chaye jab price resitance line ko break kar ka upar ana lagta ha tab volume barhna laga to samjhna chaye ya mazbut tezi ki nishani ha dosto do support or do resitance ka bech ma kam sa kam 7-8 canlde ka farak hona chayei gar is kam ha to isa valid ni mana ja sakta to dosto is tarah sa rising wedgeahrt pattern ki formation hoti ha .Dosto chart pattern ka sath iska itna impact nahi parta kuk ya har time frame ma banta or acha sa kam karta hain .

    iska sath selling kasa karein :

    Dosto agar apko chart ma rising wedge pattern dikahye da rha ha toto apko yaha sell karna ka lie jo do support hain resistance ka high ko touch karta hue ek trend line khenchna hogi is trend line ko (resistance line) kahta hain or iska bad dusra support ko touch karta hue dusri trend lien khenchna hogi isko (support line) kahta hain ,rising wedgechart pattern ma kam sa kam do support or resistance ka hona lazmi ha or agar do sa zyda ho to bohat achi bat hogi isma ek bat ka dikhan rakha resistance wali line ka slope necha ki taraf hota ha or support ki nisbat jis sa ya ek point a ka crossover kar jati hain is pattern ma asa ni hona chaye ka dono line ek dusra ka parallel chalti rahein ,agar ya crossover na karein to isko sahi ni mana jaye ga ,dosto trade lata wakt hama is bat ka dihan rakhan bohat zaruri ha ka hamara trade lana ka point sa stoploss lagana ka point ka difference risk reward ka rule 2% ka mutabik hona chye agar ya 2% ka mutabik nahi ha to ham trade nahi lein ga .

اب آن لائن

Working...
X