Forex main istamal hone wale buniyadi chart aur un ke iksam
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main istamal hone wale buniyadi chart aur un ke iksam
    Assalam O Alaikum
    Dosto jaisa ke aap jante hain ke market ko monitor karne ke liye aap trading ke doran charts ka use karte hain aj ke is mozu main hum bat karaing un charts ke bare main jo ke forez main use hote hain kin kin charts par trading analysis bahtar ho sakte hain or in ke istamal se kis tarah price detection kar ke price ke movemint ko samja ja sakta hay toh aye dosto bari bari in charts ke tiyps or importence kae bare main detail ke sath discus karte hain

    BASIC TIYPS OF CHARTS
    dosto price chadts basicly tor par ayse teen tarah ke chart hain jin ke madad se trader forex main trading tools ke tor par istamal karte hain jaisa ke

    1 Camdle Stick Chart
    2 Line Chart
    3 Bar Chart


    Candlestick Chart
    Forex market main trading aur analysis ky liay mostly use hony wala chart pattern candlestick chart pattern hi hai jis ko maximum forex traders use kerty hain jo advance chart pattern hai aur jis main traders ky bahot zyada information aur indications hoti hai ky agar market ky analysis kerny hon tab bhi aur trade open aur continue kerni ho tab bhi without any additional technical indicator just candles ky size candle position aur candle opening aur closing ky sath candle direction sy market ki movement ko prediction kerty huey trader forex market main trade kerty huey achi earing ker lety hain jo normal line chart ya bar chart main possible hi nehi kyun ky candlestick chart pattern main create hony wali her candle koi na koi information aur indication provide ker rehi hoti hai jis sy market ki achi prediction ki ja sakti hai aur successful trading ki ja sakti hai
    Click image for larger version

Name:	20220322_070704.jpg
Views:	1
Size:	43.8 کلوبائٹ
ID:	12515890

    Line Chart
    Forex market main line chart basic aur simple price chart hai jis ko price representation ky liay use kia jata hai ky market jis direction main movement ker rehi hoti hai tou market main same direction main lines create ho rehi hoti hai line chart main price line price main hony wali changes ko show kerti hai ky agar price increase ho rehi hoti hai tou same price line ki direction upward hoti hai aur agar price decrease ho rehi hoti hai tou same price line ki direction downward hoti hai jabky line chart market ki sirf closing ko show ker rehi hoti hai jo trader ky liay less helpful hoti hai kyun ky traders ki requirement market ki high aur low ky sath sath opening aur closing position bhi hoti hai lehaza line chart ko kam hi traders use kerty hain
    Click image for larger version

Name:	20220322_070720.png
Views:	1
Size:	183.6 کلوبائٹ
ID:	12515891

    Bar Chart
    Bar chart forex market main line chart ky muqably main kuch additional information deta hai ky jis terha line chart market ki sirf closing position ko hi show ker raha hota hai lekin bar chart market ki high aur low ky sath sath market ki opening aur closing ko show kerta hai tou traders line chart ki bajaey forex market main trade kerny ky liay bar chart ko priority dety hain kyun ky bar chart main market ki movement bars ki surat main ho rehi hoti hai jo opening ko bhi show kerti hain aur closing ko bhi jatky same movement per jo hamain additonal information required hoti hai usky liay bar chart bhi fully supported nehi hai jesy cadle ki types bar chart main same hi hoti hai just short and long candle ky elawa hamain koi addintiona information nehi milti
    Click image for larger version

Name:	R.png
Views:	1
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12515892
    Umeed hay ke aap ka charts se mutalik jo tasawar hay woh clear hogaya hoga

اب آن لائن

Working...
X