News Ko Kabhi Bhi Nazar Andaaz naa Karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News Ko Kabhi Bhi Nazar Andaaz naa Karain
    Dosto Aap logoun Ko Pataa hai k Forex Trading main Economical news Buhaat Ehmiyaat Ki hamil hain.. jaisaa K Aj kal Aap log Dekh Rahain hain K ukraine or Russia k Darmayan Maslaa chal Raha hai...G8 or NATO Ukraine K Sath hain or rusia k Sath China hai... So is qism ki news par khas toor par Buhaat zyada nazaar Rakhni Chahaiyee kion k jab bhi kisi mulk Main gar bar hoti hai tou us mulk Main Say investment nikalti hai,buisness kam honay lagtay hain,berozgari barhti hai,or yehi Waja hoti hai K currency Value Down ho jati hai.
     
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend forex trading mein news humari bohat help karti hein aur humein news per humesha nazar rakhni chahiye kiyunke yeh bohat important hoti hein.
     
    • #3 Collapse

      economical news waqai bohat hi eham hoti hen trading me or apko iska fida bhi uthana chaiye agar apko trading ki knowledge he to ap economical high impact ki news se itna ziada earn kar sakte hen ke apko pora month trading karne ki need nahi hoti but agar apko iska idea nahi he to apko bohat hi loss milta he so news k waqt carefull rehna chaiye
       
      • #4 Collapse

        yes dear me aap ki baat seagree hun k jub bi world me koi political crises aateay han wo lazmi business per effect kertay han .is liay humain news ko bi zehn me rukhna chaahiay kiun forex market me bi news k impact aatay han
        • #5 Collapse

          Yes dear app ne thek kaha.. Main app se agree karta hun... Forex business main forex news ko follow karna bohta hi important hai. News se humain market ke up and down hone ka pata chalta rehta hai.
          • #6 Collapse

            g han aap theak keh rahy ho hum ko news ko kabhi bhi forex trading main nazar andaz nahi krna chahye kiyun k iss se hum thori dair main he buhat acha profit hasil kr lety hain agr aap complete trader ho tu aap news k doraan thori dair main he khoob acha profit kama skaty ho
             
            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
            • #7 Collapse

              yes gee haan my dear forex mein news ki bohat ahmiyat hai jab fandamental news ati hai market fast ho jati hai apney trend kay mutabiq agar buy jana ho ya sell ana ho my dear news bohat best hai esko nazar andaz bilkul nai karna chahiye i thinks news 95% sahi hoti hain es ko humein zaroor follow karna chahiye
              • #8 Collapse

                Yes brother I agree with you when start problem in one country then it affect the whole world. If problem start in any country then it make affect on all general people and it makes a big affect on business. We have to take update about it because it is very important for us.
                • #9 Collapse

                  ap thek keh rahe hai economic events ka currency pairs pe impact hota hai aur ap ko is ko nazar andaz nhn krna chahye bohat saare traders news pe trading krte hai lekin mein prefer nhn krta kyo ke news ke time pe market volatile hoti hai aur ap ko order close krne ka bi time nhn milta hai us wakt
                  • #10 Collapse

                    ap forex ke is forum main news ko kabhi kabhi bhi nazar andaz mat karen kun ke ye is business pe buhat gehra nazar andaz ho rahi hoti is lie jab bhio news ae to ap trading ko stop kar den warna apka account flash hojaega
                    • #11 Collapse

                      business news behter hai forex se wo hi link krti hai har news isse link nhn krti aur zahir hai news ka hamari zindagi se bohat zyada taluq hota hai ye humein aware kri hai har kism ke masle aur khabron ke baare me jo humare ird gird horhi hai...
                      • #12 Collapse

                        dorane trading humain news ko achi trha daikhna chaiye ta k humain pta chalti rai market ki movement.jis sai humain trading main koi dhuswari paish ni aegi.isliye news ko pure hosh sai prhana chaiye.phr trading krni chaiye.
                        • #13 Collapse

                          han ji ap ne bht achi information share ki hai aur aisa hi hota hai jab bhi kisi bhi country main kuch problem chalti hai aur os country ki economic down hoti hai tu os country ki currency bhi down hoti hai jis ki waja se forex trading ke business main bhi faraq parta hai
                          • #14 Collapse

                            khobsoorat bat dear news forex busines me bohat ehmiyat ki hamil hai hamen jkabhi bhe ye miss nahe krna chaheye isme sare world k ups and down hotay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear friend forex trading mein news humari bohat help karti hein aur humein news per humesha nazar rakhni chahiye isse hame help aur information dono milti hain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X