News Ko Kabhi Bhi Nazar Andaaz naa Karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    G Forex ak international business hay jis main hmain apni knowledge ko up to date rakhna bht zaroori hota hay.Or economical news ko bilkul bhe nazar andaz nahe kia ja sakta.Hmain news say market kay trend ka idea ho jata hay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      bhai jan brother ap say main mutafik hon k news ko kabi nazarandaz ni karna chaye ,jo log news ki trf tuwajy ni dety wo kamyabi ni hasil kar sakty wo tradin main ierning kam karty hen or loss zyada karty hen ya wo apna targit hasil ni kar sakty,..
      • #588 Collapse

        mere dost market news per nazar rakhna yaqeenan important hai,aur jaise ke aap ne kaha k sirf market news nahi balkey social ya world news ko jan'na bhi zaruri hai kiunke yeh factors business ya trade ko mutasir ker sakte hai, so traders ko in ke mutabiq apni planning ko move karna chahiye.
        • #589 Collapse

          yes ia gree with you humy news py mukamal nazar rakhni chaye q ky market ki ziada movement news ki waja sy hti hai is lye ko nazar andaz krna acha nahi hu skat
          • #590 Collapse

            g haan apne bilkul saee kaha hai hum jb bhi trading krne k liye jayein to humein is baat ka khayal rkhna chaye k humne tamam new pdhlee hain because agr koii news apkii trading k oppostie hoee to apko bht problem hogee
            • #591 Collapse

              Dosto Geo political or Economical situation bhi Market Main volatality Ka sabaab banti hai,Aap aj kal Dekho tou Gold,silver Oil Waghera k price zyada Tar Kisi news Event k baghair he move kar Rahay hain Tou Ap logoun ko duniya ki current sorat E haal par bhi ghoor karnaa Chahiye
                 
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #592 Collapse

                jo log news ko read nahi kety forex market men trading kerny se pahly un ko is men zyada kamyabi bhi nahi milti or na hi pairs ki information milti hai is ley news ko read kerna buhat zarori hota hai.
                 
                • #593 Collapse

                  Aap ne bilkul theek kaha hai humain news per nazar rakhni chahain is se humain market ko sumjne mein aasani hoti hai is se humain apne plans bana sakte hai aur humain idea mill jata hai k market kis tarha move kare gi is liye humain market ki news per check rakhna chahain.
                  • #594 Collapse

                    hmmm thek kha ap ny k newz ko nazar andaz nahi karna chaye humey humey is chez par b nazar humesha h rhakhni chaye or issi ko dhek kar tarde b karni chaye.
                       
                    • #595 Collapse

                      ma ap ki baat sa agree ho news ko kabi b nazar andaz nai karna chaya is sa ap ka he loss hota ha kabi kabi news kafi bari a jati ha jis sa ap ko kafi zayda loss b hota ha is leya news ko zarori check karna chaya.
                      • #596 Collapse

                        actually u are right hmain is business se hat ke bhi economical news se update rehna chahiye aur market trend ko dekhte hue trading krni chahiye taake hum kisi baare loss se bach saken
                        • #597 Collapse

                          g han dear hamein news ko kabi bhe nazar andaz nahe karna caheye quen ye both important hoti hai ager hum news pe nazar nahe rakhe ga to nuksan hoga.
                           
                          • #598 Collapse

                            Brother yes app ne bilkul thek bat kahi ha humen forex k buisness mein kabi b news ko nazar andaz nai karna chahiye kiu k is say humen ek acha knowledge hasel hota ha aur humen kamyabi hasel hoti hai
                            • #599 Collapse

                              salam dear i agree q k news men kabhi na kabhi aisi alert hogi jo apke symbol se related hogi aur kya pata is ko follow karke ap profit bhi gain karlen aur kafi martaba mere sath aisa hua hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                han ji ap ne bht achi information share ki hai aur aisa hi hota hai jab bhi kisi bhi country main kuch problem chalti hai aur os country ki economic down hoti hai tu os country ki currency bhi down hoti hai jis ki waja se forex trading ke business main bhi faraq parta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X