Dear friends, forex trading market main currencies ki trading pairs ki surat main hoti, currency pair do mukhtalif countries ki currencies per mushtamil hota hain, Two different countries ki currencies apas main mil kar aik pair banati hain jo k currencies ka aik mukamal joda hota hay aur Forex market main currency pairs ko Buy ya Sell kia jata hay example kay tor par EUR/USD, GBP/USD, JPY/USD, NZD/USD and AUD/USD waghaira. Yeh sab currency pairs hain, in main pehly number wali likhi gai currency base jab keh second per likhi jany wali currency quote currency kehlati hay. In ki detail ya difference ye hota hay,
Base Currency:
Aisi currency jo currency pair main pehlay hoti hay usay base currency kehtay hain jis tarah EUR/USD hay is main EUR aik base currency hay jab kay USD quote currency hay, EUR kay muqablay main agar dollar kamzor hota hay to is pair ki price up jay gi aor es say Buy ki soorat ho gi isi tarah agar dollar EUR kay muqablay main up hota hay to es pair ki price nechay jay gi jis say Sell ki soorat ho gi.
Quote Currency:
Wo Currency jo kisi currency pair main bad main hoti hay usay Quote currency kehain gay jaisa kay EUR/USD main USD hay agar quote currency base currency kay muqablay main strong hoti hay to is pair ki price value down ho gi aur trend Sell ka ho ga aur agar quote currency base currency kay muqablay main weak hoti hay to is pair ki price value up ho gi aur jis say Buy ka trend zahir ho ga
Conclusions:
Forex ma variety of pairs available hai jin ma sy pehle major pairs ko side par kar lena chaiay aur unki movement ko measure kartay rehna chaiay agr un ma trade ka acha chance milay to he enter hona chaiay, ye bhi mind main rakhna chaiay kay us pair ma trade karyn jis ma trade open karny kay bad bhi ap kay pass free margin bach jay