Explain of Bayers And Sellers Pressure In Forex Market..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain of Bayers And Sellers Pressure In Forex Market..
    INTRODUCTION:

    ASSLAM O ALIKUM !
    Dosto aap tamam doston ke kharyat ke dua ke sath hum aapne mozu ka aghaz karainge friends jaisa ke aap tamam dost jante he hain ke trading hamasha yah to bay ke jate hay aur yah to sell ke jate hay or yah bay or sell la kya andaz hay aaj ke is topic main hum detail ke sath exlain karainge ke yah bay or sell kis pressure ke tahat move karte hay market ke falactuation ka amal banta hay to aye dosto dakhte hain ke bay pressure or sell pressure kya hay aur yah kis tarah market par asarandaz hota hay

    BUYERS PRESSURE:

    Dosto jab bhe market down trend yani sell trend main ho aur kise strong support ya demand zone tak aajai aur ushe point yani price se neche jata hay to bayer aik zor dar intte ke sath active hojate hain or neche se achanak price ko up side main push karte hain jis ke wata se market price bayers ke grip main chale kata hay jis ke waja se bayer ke position mazbot hote hay yah hota hay bayers pressure..

    Click image for larger version

Name:	BuySellPressure.png
Views:	1
Size:	58.5 کلوبائٹ
ID:	12515531

    SELLERS PRESSURE:

    Dosto jab bhe market up trend yani bay trend main ho aur kise strong resistence ya demand zone tak aajai aur ushe point yani price se uper jata hay to seller aik zor dar intte ke sath active hojate hain or uper se achanak price ko down side main push karte hain jis ke waja se market price sellers ke grip main chale kata hay jis ke waja se sellers ke position mazbot hote hay yah hota hay sellers pressure...

    Click image for larger version

Name:	USDCHF-Preview1-360x191.png
Views:	2
Size:	16.9 کلوبائٹ
ID:	12515532

    Selling pressure occurs when the majority of the traders are selling, ... Forex trading is the simultaneous buying of one currency and selling another...

اب آن لائن

Working...
X