Forex gaps ke kitne iksam hain mukamal jaiza
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex gaps ke kitne iksam hain mukamal jaiza
    Types of Gaps In Forex Chart
    Dosto gaps jo ke tradi g chart main bante hain in haps ka trend ke sath koi relation nahe hota hay yah gaps chart main kise be time or kahain bhe namodar ho sakte hain aab sawal yah paida hota hay ke yah gaps kitne tiyps ke hote hain is he mozu par hum inke tiyps ke bare main detail ke sath guftgu karainge dosto takreban yah gabs four tiyps ke hote hain jaisa ke

    1. Common gaps
    2. Breakaway gaps
    3. Runaway gaps
    4. Exhaustion gaps


    1 Common Gaps
    Common gaps ko normal gap bhi samjaha jata hay  ye kisi headline ki waja say market kay open aur previous day close kay darmian bantay hain istarah kay gaps ma open prices closing prices sa different hoti hain
    Click image for larger version

Name:	CommonGap2-77fbb73203ac4cf7b2e17c098fc40c70.png
Views:	2
Size:	155.5 کلوبائٹ
ID:	12515448

    2 Breakaway gaps
    Breakway tiyps gaps ma prices significant resistance area sa above ya support level sa below move kar jati hain, ye us waqt bhi appear hotay hain jab prices tight trading range ma move karnay kay baad chart pattern sa out move karti hain, breakaway gap aik strong trending move ko indicate kartay hain or tajarbati trader is se acha munafa hasil karne main kamyab rahte hain jaisa ke neche tasveer main dakhaya gaya hay
    Click image for larger version

Name:	BestBreakawayGaps.jpg
Views:	1
Size:	179.1 کلوبائٹ
ID:	12515449

    3 Runaway gaps
    Runaway gaps us waqt bantay hain jab market strong trend main move kar rahi hoti hay aur current trend ki direction main hi market further strong move show karti hay, ye gaps typicaly large hotay hain aur price trends inko follow kartay hain, ye gaps normaly trend kay mid ma bantay hain aur isko speedup kartay hain jaisa ke tasveer main hay
    Click image for larger version

Name:	RunawayorExhaustion.jpg
Views:	1
Size:	217.7 کلوبائٹ
ID:	12515450

    4 Exhaustion gaps
    ye gaps trend kay end kay kareeb bantay hain, ye gaps demands ki last higher push ki waja sa zahir hotay hain, in gaps kay baad market kay trend change honay ki bhi information milti hay, ye gaps show kartay hain kay ab perticular trend direction main thoray traders reh gay hain jo prices ko ongoing trend ma move karnay ko push kar rahay hain tasveer ke zarye samja ja sakta hay
    Click image for larger version

Name:	R.jpeg
Views:	1
Size:	104.1 کلوبائٹ
ID:	12515451
    Dosto yah thein gapes ke woh tiyps jo trading market main bante hain umeed hay ke aap ko is mozu se gaps ko samajhne main asani hoi hoge or aap ka gaps ke mutalik concept  chear hogaya hoga

اب آن لائن

Working...
X