Explain of Fundamental & Technical Analysis..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explain of Fundamental & Technical Analysis..
    INTRODUCTION:

    ASSLAM O ALIKUM !
    Dear forex member jaisa k ap janty hain k forex aik riski buisness hai es ky liye hamen different types ky analysis ki zarorat hoti hai es ky liye hamen different method ka istamaal karna parta hai es mai sab sy important method analysis ky fundamental analysis or technical analysis hoty hain jin ka sab sy ziada istamaal kiya jata hai in method ka istamaal professional trader bhoot ziada karty hain tu aj ham in ko discuss karny ki koshish karty hain k ham en sy kaisy benefit hasil kar sakty hain...

    Fundamental analysis:

    Dear member fundamental analysis bhoot he ziada important analysis hota hai ye news per kafi ziada depend karta hai es mai hamen bhoot ziada news ko samjhny or nazar rakhny ki zarorat hoti hai es mai hamen different method ka istamaal karna parta hai es mai ap ko news per nazar rakhna or her waqt market ky sath attach rehna lazmi hota hai .dear fundamental analysis aik stock price ki androni pa maish hoti hai fundamental analysis mai hamen moashiyat or sanad sy ly kar sab cheezo ky bary mai study karty hain..

    Click image for larger version

Name:	fundamentalvstechnical.jpg
Views:	4
Size:	75.4 کلوبائٹ
ID:	12515409

    Technical analysis:

    Dear member technical analysis bhi aik bhoot he important analysis hai es ko professional trader bhoot ziada istamaal karty hain es mai jer aam or khas trader bhi use kar sakta hai ye bhoot he easy or profitable analysis hai es mai ham bhoot ziada profit hasil karty hain es mai candle ka bhoot ziada istamaal hota hai es mai candle mai ham support and resistance ka kafi ziada istamaal hota hai or her trader ky liye easy hota hai....

اب آن لائن

Working...
X