Gold Market Ko Analysis karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold Market Ko Analysis karna
    Introduction:

    Aslamulikum Umeed karta hu sub thek ho gaye Jaisa k Hum janta hain Forex trading Aik bhot he bara business hain hum iss main trading kar k Bhot he achi earning kar sakta hain or iss business ko hum life time business bana kar chal sakta hain Yeh humeri Bhot he achi help karta Jis sy hum apna Ghar kah nazaam bhot acha sy chala sakta hain.


    Gold Market:

    Gold Market Aik bhot he tez market hoti hain Hum iss main bhot he achi earning kar sakta hain or bhot he acha sy Iss ko seekh kar tabhi hum iss main kam kar sakta hain Q k Yeh market bhot tez hoti hain or iss main mostly log loss be iss waja sy karwati hain Q k woh market ko acha sy analysis nahi karta hain Jab tak hum market ko acha sy analysis nahi karte gaye toh tabhi to hum market main aik achi trade nahi laa sakta hain Humain chahiye k hum iss main jab be kam karye toh Market ko acha sy analysis karye market ko fundamentally and technically dono tera sy market ko acha sy analysis karye or iss main support and resistances bana kar trading karye toh hum tabhi iss main achi trades laa sakta hain,


    Gold Disadvantages:

    Gold main humain Nuqsaan us surat hota hai jab hum market main trade toh karta hai but woh ksy be Knowledge and experiences ki basis per nahi hota mean market ko hum acha sy analysis nahi karta jis waja sy humain loss kah samna karna parta hain or hum nuqsan karwati hain Hum log iss main bina sikha samja trading karta han without any knowledge and experiences jis waja sy hum apny account thk wash karwa data hain.





اب آن لائن

Working...
X