technical indicator in forex market..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    technical indicator in forex market..
    Aslam o alikum

    Introduction


    technical indicator ke important eksam hein jen ka forex trader ko janana bohut zarorey hota hey trend following, oscillator, Volatility or support or resistance woh en geroh par mobne hein jo support or resistance ka wazah tasowor paish karty hein jo keh currency pair ke average ranges ko farahm kartay hein


    trend indicator


    trader ke trade currency pair ke madad karnay kay ley darj zail indicator mein say jo keh trend paida ke gai or trends par chal rahay hein hum nay yeh suna hey keh trend is friend yeh indicator trend ko follow karnay mein madad kar sakta hey


    Moving average indicator


    Moving average aik technical tool hey jes mein aik wakt mein currency pair ke price ka pata chalta or aik time kay doran price mein ezafa hota hey ya nahe hota es ka effect chart par hum wazah daikh saktay hein moving average ke 2 important types hein jes mein aik simple moving average hey or dosre type exponential moving average hey


    Ichimoku indicator


    Ichimoku aik trend mein madad karnay kay ley technical tol hey jo keh bohut he complicated hey yeh indicator aik standalone esharay kay tor par banaya geya hey jo keh majodah trend ko zahair karta hey or support or resistance level ko zahair karta hey or es baat ko indicate karta hey keh trend kab tak tabdel ho ga Ichimoku cloud kay ley trading trend ko jananay mein madad melte hey


    ADX indicator


    average direction indicator ap ko yeh nahe batay ga keh price up ya down ja rehe hey laken yeh aap ko batay ga keh price trend kar rehe hey ya range mein hey yeh range ya trend ke strategy kay ley behtareen feltar batata hey es baat ko yakene bana kar keh aap majodah trend market kay hallat ke base par trade kar rahay hein jaisa keh ap tasweer mein daihk saktay hein

اب آن لائن

Working...
X