Fibonacci indicator aur swing high aur swing low ki discussion...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fibonacci indicator aur swing high aur swing low ki discussion...
    Aslamo alaikum,

    Forex market main apni working karte Hain to usmein aap different types ke important indicators ko apni decision-making purpose aur guidelines ke liye utilised kar sakte hain no doubt Forex trading market main aapko different types ke indicated available ho sakte hain Jo aapke liye bahut hi important informations aur helping platform provide kar sakte hain aapko hamesha market mein different important analysis ko complete karne ke sath sath indicator ka istemal bhi karna chahie aaj main aapko Fibonacci retracement indicators ki kuchh information Dena chahta hun.

    Fibonacci Retracement indicator

    Fibonacci retracement indicator indicator hai jo aapko market mein ek specific level ki information Deta Hai is indicator ki bhains per aapko ek specific point per market mein reversal trend ki information milati Hai uska kuchh important Golden levels hote hain jo aapko market mein upcoming movement ko properly judgement karne ke liye kuch important guidelines provide kar rahe hote Hain.

    How to Draw

    Market mein jab aap apne chat par sabse bura si retracement indicator ko utilised karna chahte hain aur isko apply karna chahte hain to iska ek specific method hota Hai jab aapko market mein ek long trend ki baat retracement dekhne ko milti hai to use time per aap market mein Fibonacci retracement indicator ko utilise kar sakte hain aur isko Apne metatrader 4 per apply Karke iski guidelines hasil kar sakte hain.

    Swing High

    Dear member jab market mein bole strand maintain hota hai aur Market ek fire point ko touch karti hai aur uske bad market main aapko thodi si bear is movement dekhne ko milati hai to use time per aap market mein Fibonacci retracement indicator ko istemal kar sakte hain isko draw karne ke liye aapko fire point ko specifically identify karna hota Hai jab market mein aap hi appoint aur lower point ko desh banakar is per reply karte hain to aapko bahut acchi informations available ho sakti hai.

    Low Swing

    Aapko market mein behre stand per bhi acchi Entry aur confirmation mil sakti hai jab market may be restrained hota hai aur Market bottom level per hoti hai aur US time par market main aapko thodi si bullish trend mein movement observe hoti hai to use time per aap is indicator ko apply kar sakte hain ismein aapko maximum advantages hasil ho sakte hain.

    Levels

    Fibonacci retracement indicator ko jab aap apni trading activities ke liye utilised karte Hain to uske liye aapko different important levels ko properly identify aur recognise karna hota Hai jab aap market mein different important levels ki proper identification kar lete hain aur ismein aapko 23% 38% 50% aur 61% ke levels per koi acchi reversal candlestick milati hai to step per aap market mein entry Le sakte hain.

    ......Forum is a great place for traders talk.......

اب آن لائن

Working...
X