Doji candelsticks

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Doji candelsticks
    doji candlestick pattern lete karta hai profit trading co is keyword chalati mein ham candlestick pattern ko dekhe jo jo appreciate karti hai tamam type trader ko jismein different time frame hote hain is candlestick patterns ki formation mein ham akad karte the market price close hoti hai price per almost exactly same dekhte hain candle co
    What does a Doji tell traders?

    jab bhi aap dekhte ho isolation kodoli indicate course mein ham dekhte hain ab hote hain na hi salad market mein gain clarity ek sign hote indecision ka jahan per ham sab kuchh trader believe karte ki dori indicate karta hai upcoming price ke reversal cal jab ham you karte hain alongside ko to uski other ham candlestick pattern per dekhte ke hamesha iska case hi hota hai ki indecision hota hai market ke upar ham market ki price ko market ki movement ko dekh sakte hain sathi hamara ki per ek acchi trade bhi open kar sakte hain iske reversal per ham market ko dekhne ki yahan se marketing kafi acha fayda deti hai
    Types of Doji Candlestick Pattern:

    There are different types of Doji patterns, namely the Common Doji, Gravestone Doji, Dragonfly Doji and Long-Legged Doji.


    yah ek most common type of doji candlestick pattern, jab bhi market buying and selling are almost the same, this pattern occurs iske sath hi ham dekhte yah future direction ke friend ko add certain karta hai inder dedicate karta hai doji pattern ke sath
    2. Long-Legged Doji

    long legged doji pattern mein name suggests this is a long-legged candlestick pattern sathi ravi supply or demand ka factor equal hota hai to yah pattern a jata hai iske train mein ham future direction ko dekhte hain joker train hamara doli per kahlata hai iske through hamen trade karne mein kafi jyada aasani ho jaati hai
    3. Gravestone Doji

    gravestone ek aisa pata hai jo found karta hai end of the uptrend when supply and demand factors are equal if ke sath hi aap dekhte hain ki jo candlestick open or closed deti hai vah future direction ke trend ko regulate karti hai aur is per ham dori pattern ko understand karte hain
    4. Dragonfly Doji

    dragonfly kaisa pattern hai joki a hota hai end of the downtrend when the supply and demand factors are at equilibrium if pattern se ham easily market ko understand karte hain lekin do ji ki jo bhi candle hoti hai vah indication hoti hai usne market properly decision-making nahin karta hai ki market mein kaisi trade open karni hai isliye trade aisi karen kya aapko fayda ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Doji candelsticks

    What is a doji candlestick pattern?

    Doji candlestick pattern trading mein ziyada munafe ka baais ban sakta hai .is candlestick pattern ki istedad ko har qisam ke tajir mukhtalif time frames ke liye sahara jata hai.Doji candlestick pattern aik aisi tashkeel hai jo is waqt hoti hai jab market ki khuli qeemat aur qareebi qeemat taqreeban aik jaisi hoti hai.

    What does a Doji tell traders?

    Jab tanhai mein dekha jaye to doji ishara karta hai ke nahi to kharidar aur nah hi bicharnay walay faida utha rahe hain - yeh Adam faisla ki alamat hai .kuch taaron ka khayaal hai ke jab deegar candlestickke namono ke sath dekha jaye to doji anay wali qeemat mein tabdeeli ki nishandahi karta hai, lekin yeh hamesha aisa nahi ho sakta .yeh is baat ki nishandahi kar sakta hai ke khredar ya baichnay walay jari rujhan ko jari karne ke liye raftaar haasil kar rahay hain .yeh yaad rakhna zaroori hai ke doji candlestick itni maloomat faraham nahi karti hai jitni kisi ko faisla karne ke liye darkaar hoti hai .Doji candlestick chart pattern samait kisi bhi signal par amal karne se pehlay, kisi ko hamesha dosray pattern aur isharay par ghhor karna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20220105_144344.jpg
Views:	2
Size:	72.5 کلوبائٹ
ID:	12378669

    Types of Doji Candlestick Pattern:

    Doji candlestick ki bht c iqsam hen jesy k common ya neutral doji, dragonfly doji, gravestone doji aur long-legged doji.

    1. Neutral Doji:

    Yeh doji candlestick pattern ki sab se aam qisam hai.jab khareed o farokht taqreeban ek jaisi hoti hai to yeh namona hota hai .rujhan ki mustaqbil ki simt ghair yakeeni hai jaise ke is doji pattern se zahir hota hai.

    2. Long-Legged Doji:

    Jaisa ke naam se pata chalta hai ke yeh lambi tangon wala candlestick pattern hai.jab talab aur rasad ke awamil tawazun par hotay hain, to yeh pattern hota hai. rujhan ki mustaqbil ki simt ko pehlay ke rujhan aur doji pattern se munazzam kya jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	14
Size:	26.0 کلوبائٹ
ID:	12378670

    3. Gravestone Doji:

    Yeh pattern up trend ke aakhir mein paya jata hai jab talab aur rasad ke awamil barabar hote hain.din ke kam honay par, candlestick khulti aur band hoti hai. rujhan ki mustaqbil ki simt ko pehlay ke rujhan aur doji pattern se munazzam kya jata hai.

    4. Dragonfly Doji:

    Yeh pattern kisi downtrend k akhir mein zahir hota ha. Jab talab aur rasad ke awamil mutawazin hoty hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Doji candelsticks

      Doji Candlestick Pattern



      Jab bhi market me qeematon ka opening aur closing aik hi point pe ho to ye doji candle stick hoti hai, is me candle ka up ya down aik lamba ya chota saya ho sakta hai lekin closing position same opening position pe hi hogi. Doji candlestick patterns ka istemal market trend ka strong reversal ya trend k tasalsul ko zahir karta hai. Doji candle stick pattern ko market me aik payedar pattern tasawar kia jata hai. Doji candle ka jitna ziada time frame hoga, utna hi ye acha signal genrate karega. Doji signal akele qeematon ka khud rukh nahi badalta, bulke is k leye agli candles ka hona bhi zarori hota hai. Forex trading market me aam tawar par istemal hone wali doji candles ki char (four) aqsam hen:

      Click image for larger version

Name:	images (501).jpeg
Views:	14
Size:	26.0 کلوبائٹ
ID:	12378683

      Star Doji Candle



      Jab bhi qeematen aik aisi candle create kare, jis ka open, close, up aur down same length k hon aur ye aik plus ya star ko show karen to ye dogi candle stick star candle stick hogi. Star Candlestick ko aam tawar par neutral candle tasawar kia jata hai, q k is position pe na to market me buyers ka pressure hota hai aur na hi sellers ka. Star doji banne pe market dump tasawar kia jata hai.

      Long-legged Doji candle



      Long-legged doji candle market me us waqat ban jati hai, jab qeematen bohut ziada volitile ho rahi ho, lekin pher bhi candle ka opening aur closing point aik hi hota hai, aur ye candle up aur down side pe aik lamba saya banata hai. Ye candle bhi market me neutral hoti hai lekin aik strong buyers aur sellers k dabao k bad.

      Gravestone Doji candle



      Gravestone doji candle ka upside pe to aik lamba saya hota hai lekin down side, opening aur closing position aik hi hoti hai. Gravestone Doji ko market me aik bearish candle k tawar pe dekha jata hai, q market me buyers k dabao ki waja se ye candle pehel up chali jati hai aur bad me wapis apni position pe a k close ho jati hai.

      Dragonfly Doji Candle


      Dragonfly doji candle me down side pe aik lamba saya ban jata hai, lekin candle ki opening aur closing same position pe hoti hai. Is candle me downside pe qeematen jane k bad wapis bullish jane ki koshash karti hai is waja se is candle ko market me bullish candle tasawar kia jata hai.

      Doji Candlestick pe Trading



      Forex trading me doji candle bohut ahmeyat wali candles hen, ye market ki trend reversal aur continuation dono k leye istemal ho sakti hai. Doji candle k bad trend ka inhesar doji k bad banne wali candle pe hota hai, agar agli candle bullish banti hai to trend ka bullish jane k ziada chances hote hen, agar agar bearish candle banti hai to trend bhi bearish hota hai. Lekin agar doji candle k bad normal size se kam choti choti candle banti hai yo ye market k sideways trend ko show karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (1709).png
Views:	7
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12378684

      اب آن لائن

      Working...
      X