Dark Cloud Cover kia hota hai? Aur yeh kaisy kam karta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark Cloud Cover kia hota hai? Aur yeh kaisy kam karta hai?
    Introduction

    Assalam o alaikum dear members jab takneeki tajzia ki baat aati hai, to siyah baadal ka ihata aik candle stuck patteren hota hai jo mandi ke rujhan ke ulat jane ke aaghaz ka ishara deta hai. candle stuck chart ke andar, yeh is waqt dekha jata hai jab aik" neechay" candle pichli" oopar" candle ke band honay ke oopar khulti hai aur phir pichli" oopar" mom batii ke wast point ke neechay band honay ke liye agay barhti hai .

    Click image for larger version

Name:	RR.jpg
Views:	1
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12514938

    Understanding Analysis

    jab takneeki tajzia ki baat aati hai to, siyah baadal ka ihata aik patteren ya aik wahid ki taraf ishara karta hai jis ka mushahida kya gaya hai. takneeki tajzia ka istemaal karte hue sikyortiz mein tijarat aik nazam o zabt hai jo security taajiron ke zareya istemaal kya jata hai jo tareekhi tijarti data mein patteren talaash karte hain aur phir is data ko istemaal karkay sikyortiz ka tajzia karne ki koshish karte hain. mustaqbil ki qeemat ki naqal o harkat ke baray mein pishin goyyan karne ke liye, tajir jo takneeki tajzia istemaal karte hain woh aam tor par charts ko dekhen ge jo qeemat ki naqal o harkat ya security ke tijarti hajam ke baray mein maloomat dikhata hain . Bilashuba, takneeki tajzia aik mukhtasir mudti tijarti nazam o zabt hai jis mein taweel muddat ke douran infiradi sikyortiz ka geherai se bunyadi tajzia shaamil nahi hota hai. is ke bajaye, takneeki tajzia mukhtasir muddat ke tijarti signals par tawajah markooz kere ga jo is security ke charts aur patteren ka mawazna deegar sikyortiz ke charts aur patteren ya security ke –apne charts aur patteren se kar ke security ki sarmaya kaari ki kashish ka taayun karne ke liye kya ja sakta hai. tareekh .

    Tareekhi qeematon ke adaad o shumaar ke sath taqreeban kisi bhi security ka takneeki tajzia ka istemaal karte hue tajzia kya ja sakta hai. yeh asason ki classon par mushtamil hai jaisay ke darj zail

    • Stocks
    • Bonds
    • Commodities
    • Futures
    • Currencies


    Understanding Dark Cloud Cover

    Dear firends gehray baadal ka ihata aik candle stuck patteren hai jo reechh ke signal ke tor par kaam karta hai, jo is baat ki nishandahi karta hai ke oopar ka rujhan jo kuch arsay se apni jagah par hai palat sakta hai aur neechay ka rujhan ban sakta hai. candlestick charts qeemat chart ki aik qisam hai jo aam tor par takneeki tajzia mein istemaal hoti hai. waqt ki muddat aik chart ke zareya zahir hoti hai jis mein di gayi security ki aala, kam, khuli aur band qeematon ko dekhaya jata hai. neechay diya gaya candle stuck chart 2020 mein Micorsoft ke mushtarqa stock ( nasdaq : msft ) ki qeemat dekhata hai . khareed ke mazboot dabao ki nishandahi sabz / safaid mom btyon se hoti hai, jabkay farokht ke mazboot dabao ki nishandahi surkh / siyah mom btyon se hoti hai .

    Click image for larger version

Name:	YY.jpg
Views:	1
Size:	23.7 کلوبائٹ
ID:	12514939

    Pichlle paragraph mein, hum ne zikar kya tha ke gehray baadal cover patteren ki khasusiyat aik neechay candle se hoti hai jo oopar ki candle ke qareeb se oopar khulti hai aur phir oopar candle ke wast point se neechay band hojati hai. agar qeemat teesri mom batii se neechay ka rujhan jari rakhti hai, to usay mandi ke rujhan ki tasdeeq kaha jata hai. tasdeeq aik izafi isharay hai jo batati hai ke market mein aik rujhan tayyar ho raha hai .

    Jab bhi kisi security ki qeemat mein numaya izafay ke rujhan ke baad siyah baadal ke ihata ka namona dekha jata hai, to usay sanjeedgi se liya jata hai. patteren ka istemaal is baat ki pishin goi karne ke liye kya jata hai ke oopar ka rujhan kab khatam ho ga aur kab yeh neechay ki taraf barhay ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dark Cloud Cover kia hota hai? Aur yeh kaisy kam karta hai?

    Forex trading Mein dark cover cloud pattern Kahate Hain. Is Hawale se main aapke sath Kuchh information share karna chahta hun aur main Amit karta hun ki aap meri post ko study karne ke bad aapke knowledge mein bahut jyada ijafa ho jaega.

    Dark Cover Cloud :

    Yah Ek Aisa pattern hota hai jo sirf resistance level per hi banta hai aur aap isase achi tarike se use time per utilise ho sakte hain Jab aap aap ek acche point se entry Hasil kar lete hain.

    Click image for larger version

Name:	images (23).png
Views:	62
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12378672

    How to recognise it :

    Jab market mein ek strong upwards trend bana Hua hota hai aur uske bad market Mein Ek bearish candle banti hai jo aapki last buy wali candle se Chhoti Hoti Hai Magar 50% Se Badi candle Hoti Hai is candlestick pattern ko aap dark cover cloud Kahate Hain.

    Interpretation in Trading :

    Is pattern ke banne ke bad Jaise Hi Ek sell wali candle banti hai to use point per aapko fauran entry La leni chahie aur Agar market retracement karne Upar Jaati Hai To Uske bad FIR aapko Ek Aur entry bhi le leni chahiye aur aap is mein bahut jyada fayda Hasil

    Take Profit and Stop-loss :

    Dear jab aap is pattern per trading kar rahe hote hain to ismein aap proper calculation karne ke bad ismein take profit aur stop loss ki limit set kar sakte hain agar aap take profit set karna chahte hain to aap pahle support level per iski limit ko fix kar sakte hain. Isi tarah Stop-loss lagany kay liye bhi apko iski sell wali candlestick kay uper limit fix kr leni cheye.

    Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	15
Size:	2.2 کلوبائٹ
ID:	12378673

    Importance of Dard Cover Cloud:

    Deer is market Mein jitni bhi patterns hote hain vah Sare hi bahut important hote hain agar aap market Mein success Hasil karna chahte hain to market ke different patterns ko properly learn karne ke bad unko apni trading Mein apply kiya Karen Agar otherwise aap kabhi bhi ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte ISI Tarah is important pattern ko bhi apni trading per apply karne ke sath sath bahut Sare advantages Hasil Karen.

    Trading at Dark cloud Pattern.

    Jab bhi market main aesa pattern creat ho tou hamain samajh lena chahiay ky ab market ka trend reverse hony ka raha hai ky ham aesa pattern complete hony per sell ki trade open ker sakty hain aur agar third bearish candle ky bahd bhi market next candle bullish main banati hai tou wahan sy ham aik aur sell ki trade open ker sakty hain isliay hamain market main successful trade kerny ky liay dark cloud pattern sy zarur faida hasil kerna chahiay ky is pattern per market ki movement yaqeen hoti hai ky trend reverse hony per market downtrend main movement kerna shoru ker deti hai

    Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_zoomedindarkcloudcoverGBPUSD.png
Views:	87
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12378674

    Agar market continuously uptrend main movement ker rehi ho aur aesa pattern complete hony ky bahd bhi market main uptrend continue rehy tou hamain dark cloud pattern wali candle ky maximum up limit per stop loss set ker lena chahiay ky agar market uptrend ko continue rakhti hai tou aesy time per bary loss sy bacha ja saky lekin market agar down movement start ker ky tou aesy time per bahot achi earning bhi ki ja sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Dark Cloud Cover kia hota hai? Aur yeh kaisy kam karta hai?

      Dark Cloud Cover Candlestick Pattern


      Introduction:

      Jab bhi bullish trend k last par aik bearish candle aisi ban jaye k wo open to last bullish candle se above gap main hon lekin close bullish candle k real body k midpoint se nechay ho, to aisey pattern ko "Dark cloud cover pattern" kaha jata hai. Dark cloud cover pattern Piercing line pattern ka opposite pattern hai, jo do candles par mushtamil hota hai. Dark Cloud Cover Candlestick Pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo ziada tar high price area ya bullish trend k baad hota hai. Ye pattern qeematon k bullish trend ko 2nd black k bare real body ki madad se khatam karta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (1695).png
Views:	28
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12378679

      Pattern ki Pehchan ka Rules:
      1. Dark cloud cover pattern ka bullish trend main banne ki waja se aik bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai.
      2. Pattern do (two) candles par mushtamil hai, jis me pehle candle aik bari real body wali white candle hoti hai.
      3. Pattern ki 2nd black candle 1st white candle se above thore se gap me open hoti hen, lekin baad me qeematon pe selling pressure ki waja se candle downward a kar white me dakhil ho kar close ho jati hai.
      4. Pattern me 2nd black candle white candle k real body k midpoint me ya us se thora sa nechay close hoti hai.


      Click image for larger version

Name:	images (495).jpeg
Views:	5
Size:	22.1 کلوبائٹ
ID:	12378680

      Pattern ki Tafseel:

      Dark cloud cover pattern do mukhalif colour (black and white) ki candles par mushtamil hota hai, jis me 1st candle aik white real body wali bari candle banti, jo k qeematon k upward side pe teezi dekhati hai. Dosra 2nd black candle ki open position white candle se uper gap me hota hai, jo qeematon pe khareedaron k dabao ko dekhati hai. Lekin market main bullish trend ya buyers ka ye dabao uss waqat khatam ho jata hai, jab aik bearish candle white candle k top par gap main open ho kar white candle k real body se thora sa nechay close hoti hai. Black candle ki aik bari real body market me qeematon pe bullish pressure ko khatam karne k sath sath bearish trend reversal ka bhi kaam karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (494).jpeg
Views:	41
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12378681

      Trading on Pattern

      Dark cloud cover pattern sellers k leye market main strong bearish signal deti hai, jiss se wo market main sell ki entry kar sakte hen.. Ye pattern agar market k centre me ban jata hai to is ka asar kam hota hai, lekin pattern ki ahmeyat us waqat ziada hoti hai, jab bhi ye pattern high price area ya bullish trend k baad banta hai.
      Dark cloud cover pattern me 2nd black candle ki real body aur position bohut ziada aham hai. Is pattern me candles ki wick ki koi ahmeyat nahi hai, lekin ye wick candle ki real body se kam hona chaheye ya candle ki real body k hise ko cover na karen. Dark cloud cover pattern me 3rd confirmation candle ka intezar zarori hai, agar wo candle 1st candle aur 2nd candle k baad close hoti hai, to ye bearish trend ko confirm karne k leye kafi hai. 3rd candle k bullish ya doji candle banne se pattern ka asar invalid ya zaya jata hai, jiss se market main mazeed iss pattern ki koi value nahi rehti. Pattern k leyw stop loss sab se top position jahan se bearish candle open hoti hai, se aik ya do pips abaove laga den.

      Click image for larger version

Name:	images (1694).png
Views:	98
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12378682
      • #4 Collapse

        Re: Dark Cloud Cover kia hota hai? Aur yeh kaisy kam karta hai?

        Dear traders, Forex trading business main kamyabi k liya ap ko different pattern ki understanding laini chaiy. Ap apny technical knowledge aur skills k sath successful ho sakty hain. Is market main any say pehly ap ko apni skills ko improve krny k liy demo account pay practice krni chaiy. Is business main kamyabi k liy money investment say zayda zarori, knowledge, aur emotional discipline hai. Profit hasil krny k liy candlesticks aur chart pattern ka knowledge zarori hai. Aj ki hamri post me, dark cloud candlestick pattern ka knowledge share krna chata hoon.

        Introduction of dark cloud pattern:

        Dear traders, is pattern ko identify krny k liy ap ko two candlesticks ko study krna Hoga.

        Is pattern ki first candle aik bullish candle hoti hai jo bulls pressure ko show krti hai. Yah uptrend continuation me banti hai. Is candle ki body lambi hoti hai.

        Is pattern ki second candle gap say open hony k bad bi bearish close hoti hai. Yah candle kam say kam bullish candlestick k mid point k pass closing krti hai.

        Is pattern formation ko Forex market me, dark cloud pattern kaha jata hai.

        Interpretation and trading strategy:

        Dear traders, jab bullish trend end hony wala ho to yah pattern btata hai k market gap up open hony, ab downtrend main jany wali hai. Is pattern say trend reversal batata hai. Is pattern ki formation k bad ap ko sell ki trade entry chaiy. Is pattern say pata chalta hai k buyers ab mazeed market ko control ni krna cha rahy aur ab sellers market main active ho gay hain. Trade krty wakt kamyabi k liy zarori hai k ap stop loss aur take profit istemal karna chaiy.

        Chart explanation:

        Dear traders, main ap ko is ka chart share kr ra hoon. Is say ap ko is pattern ki understanding achi ho jay gi.

        Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	81
Size:	3.5 کلوبائٹ
ID:	12378752
        • #5 Collapse

          Re: Dark Cloud Cover kia hota hai? Aur yeh kaisy kam karta hai?

          Maine Idea;.
          market Mein Ek bearish candle banti hai jo aapki last buy wali candle se Chhoti Hoti Hai Magar 50% Se Badi candle Hoti Hai is candlestick pattern ko aap dark cover cloud Kahate Hain.


          Interpretation in Trading :

          Is pattern ke banne ke bad Jaise Hi Ek sell wali candle banti hai to use point per aapko fauran entry La leni chahie aur Agar market retracement karne Upar Jaati Hai To Uske bad FIR aapko Ek Aur entry bhi le leni chahiye aur aap is mein bahut jyada fayda Hasil

          Take Profit and stoploss
          ..

          Dear jab aap is pattern per trading kar rahe hote hain to ismein aap proper calculation karne ke bad ismein take profit aur stop loss ki limit set kar sakte hain agar aap take profit set karna chahte hain to aap pahle support level per iski limit ko fix kar sakte hain. Isi tarah Stop-loss lagany kay liye bhi apko iski sell wali candlestick kay uper limit fix kr leni cheye.



          Importance of Dard Cover Cloud:

          Agar aap market Mein success Hasil karna chahte hain to market ke different patterns ko properly learn karne ke bad unko apni trading Mein apply kiya Karen Agar otherwise aap kabhi bhi ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte ISI Tarah is important pattern ko bhi apni trading per apply karne ke sath sath bahut Sare advantages Hasil Karen.

          Pattern ki Pehchan ka Rules:


          1. Dark cloud cover pattern ka bullish trend main banne ki waja se aik bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai.
          2. Pattern do (two) candles par mushtamil hai, jis me pehle candle aik bari real body wali white candle hoti hai.
          3. Pattern ki 2nd black candle 1st white candle se above thore se gap me open hoti hen, lekin baad me qeematon pe selling pressure ki waja se candle downward a kar white me dakhil ho kar close ho jati hai




          Pattern ki Tafseel:

          Dark cloud cover pattern do mukhalif colour (black and white) ki candles par mushtamil hota hai, jis me 1st candle aik white real body wali bari candle banti, jo k qeematon k upward side pe teezi dekhati hai. Dosra 2nd black candle ki open position white candle se uper gap me hota hai, jo qeematon pe khareedaron k dabao ko dekhati hai. Lekin market main bullish trend ya buyers ka ye dabao uss waqat khatam ho jata hai, jab aik bearish candle white candle k top par gap main open ho kar white candle k real body se thora sa nechay close hoti hai. Black candle ki aik bari real body market me qeematon pe bullish pressure ko khatam karne k sath sath bearish trend reversal ka bhi kaam karti hai.


          • #6 Collapse

            Re: Dark Cloud Cover kia hota hai? Aur yeh kaisy kam karta hai?

            Assalam allikum all member, Profit Hasil krny k liy candlesticks ap ki madad krti hain. Forex trading aik asa business hai jis main ap buht achi earning kr sakty hain. Different candlesticks say mil kr chart pattern banty hain. In pattern say ap ko market analysis krny main madad milti hai. In candlesticks pattern main say aik important pattern dark cloud pattern hai. Aj main ap say dark cloud candlestick pattern ka knowledge share krna chahti hoon. Agar aap is candlestick ko identify kar le to aap hot acchi aur proper table trade kar sakte hain.

            Introduction dark cloud candlestick pattern:
            Dear friends, Yah do candlestick say mil kr banta hai. Hum one by one dono candles ko discuss karin gay.

            First candle:
            yah aik bullish candle hoti hai. Jo aik strong uptrend main banti hai. Is k body kafi bari hoti hai.

            Second candle :
            *yah gap up open hoti hai laikn close bearish hoti hai yah bullish candlestick k mid point say nechy close hoti hai. Yah market main buyer's k Adam dilchaspi ko show krti hai.

            How to trade:

            yah pattern show krta hai k gap up open hony k bawajood prices giri hain. Qk yah aik resistance level per banta hai is liy trend reversal ko show krta hai. Is pattern ko daikhny k bad ap ko sell ki trade lagani chaiy. Yah pattern show krta hai k buyers ap mazeed buy krny main interested ni hain.

            Chart Explanation:

            Dear friends, Ager ap is pattern ko apni trading strategy banany wakt focus krty hain to ap ko buht benefit hota hai.Ager ap chart ko daikhty hain to ap dark cloud candlestick pattern ko identify kr sakty hain.
            Click image for larger version

Name:	IMG-20220321-WA0000.jpg
Views:	1
Size:	28.5 کلوبائٹ
ID:	12379297
            • #7 Collapse

              Re: Dark Cloud Cover kia hota hai? Aur yeh kaisy kam karta hai?

              ASSLAM OALAIKUM
              Assalam o alaikum dear individuals hit takneeki tajzia ki baat aati hai, to siyah baadal ka ihata aik flame stuck patteren hota hai jo mandi ke rujhan ke ulat jane ke aaghaz ka ishara deta hai. flame stuck diagram ke andar, yeh is waqt dekha jata hai poke aik" neechay" light pichli" oopar" candle ke band honay ke oopar khulti hai aur phir pichli" oopar" mother batii ke wast point ke neechay band honay ke liye agay barhti hai .

              Understanding Analysis dark cloud
              takneeki tajzia ki baat aati hai to, siyah baadal ka ihata aik patteren ya aik wahid ki taraf ishara karta hai jis ka mushahida kya gaya hai. takneeki tajzia ka istemaal karte tint sikyortiz mein tijarat aik nazam o zabt hai jo security taajiron ke zareya istemaal kya jata hai jo tareekhi tijarti information mein patteren talaash karte hain aur phir is information ko istemaal karkay sikyortiz ka tajzia karne ki koshish karte hain. mustaqbil ki qeemat ki naqal o harkat ke baray mein pishin goyyan karne ke liye, tajir jo takneeki tajzia istemaal karte hain woh aam peak standard graphs ko dekhen ge jo qeemat ki naqal o harkat ya security ke tijarti hajam ke baray mein maloomat dikhata hain . Bilashuba, takneeki tajzia aik mukhtasir mudti tijarti nazam o zabt hai jis mein taweel muddat ke douran infiradi sikyortiz ka geherai se bunyadi tajzia shaamil nahi hota hai. is ke bajaye, takneeki tajzia mukhtasir muddat ke tijarti signals standard tawajah markooz kere ga jo is security ke diagrams aur patteren ka mawazna deegar sikyortiz ke outlines aur patteren ya security ke - apne graphs aur patteren se kar ke security ki sarmaya kaari ki kashish ka taayun karne ke liye kya ja sakta hai. tareekh .

              Tareekhi qeematon ke adaad o shumaar ke sath taqreeban kisi bhi security ka takneeki tajzia ka istemaal karte tint tajzia kya ja sakta hai. yeh asason ki classon standard mushtamil hai jaisay ke darj zail

              1, Stockses
              2, Bonds
              3, Items
              4,Prospects
              5, Monetary standards
              Understandings Darkes Cloud Covered
              Dear firends gehray baadal ka ihata aik flame stuck patteren hai jo reechh ke signal ke peak standard kaam karta hai, jo is baat ki nishandahi karta hai ke oopar ka rujhan jo kuch arsay se apni jagah standard hai palat sakta hai aur neechay ka rujhan boycott sakta hai. candle outlines qeemat graph ki aik qisam hai jo aam peak standard takneeki tajzia mein istemaal hoti hai. waqt ki muddat aik outline ke zareya zahir hoti hai jis mein di gayi security ki aala, kam, khuli aur band qeematon ko dekhaya jata hai. neechay diya gaya light stuck graph 2020 mein Micorsoft ke mushtarqa stock ( nasdaq : msft ) ki qeemat dekhata hai . khareed ke mazboot dabao ki nishandahi sabz/safaid mother btyon se hoti hai, jabkay farokht ke mazboot dabao ki nishandahi surkh/siyah mother btyon se hoti hai .

              Pichlle passage mein, murmur ne zikar kya tha ke gehray baadal cover patteren ki khasusiyat aik neechay light se hoti hai jo oopar ki candle ke qareeb se oopar khulti hai aur phir oopar candle ke wast point se neechay band hojati hai. agar qeemat teesri mother batii se neechay ka rujhan jari rakhti hai, to usay mandi ke rujhan ki tasdeeq kaha jata hai. tasdeeq aik izafi isharay hai jo batati hai ke market mein aik rujhan tayyar ho raha hai .

              Punch bhi kisi security ki qeemat mein numaya izafay ke rujhan ke baad siyah baadal ke ihata ka namona dekha jata hai, to usay sanjeedgi se liya jata hai. patteren ka istemaal is baat ki pishin goi karne ke liye kya jata hai ke oopar ka rujhan kab khatam ho ga aur kab yeh neechay ki taraf barhay ga tu trad dark cloud cover say hi hogi
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Dark Cloud Cover kia hota hai? Aur yeh kaisy kam karta hai?

                Walaikum Salam! Dear trader apna Dark Cover Cloud Candlestick Pattern per trading k related bhot acha knowledge share kia ha. Man b apka sath is important pattern per trading k related apna knowledge share kerta hon, umeed ha k sab ko is sa faida hoga.

                Importance of Candlestick Patterns:

                Forex trading mein trader currency pairs aur commodities ki price movement ko smjhna k liye price chart ko read kerta ha. Q k price chart patterns man changes, momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Candlestick Patterns currency pairs aur commodities k price chart man market price ki movement ko track kerna k liye use hona wala most important technical tool ha, jo trader ko market man safe trade entry aur trade exit levels ko identify ker k batata han. Is liye forex trading man trader kisi b currency pair ya commodity ko buy/sell kerna k liye candlestick patterns per depend kerta ha.

                Dark Cover Cloud Candlestick Pattern:

                Dark Cover Cloud Candlestick Pattern ak bearish trend reversal candlestick pattern ha, jo currency pairs aur commodities k price chart man long bullish trend k top per commonly banna wala ak strong bearish pattern ha. Is pattern man first White candle ko long Dark candle gap-up man open ho ker half take cover kerti ha, jiski waja sa Japanese na iska name Dark Cover Cloud Candlestick Pattern rukha ha.
                Click image for larger version

Name:	images - 2022-03-24T115819.152.jpeg
Views:	3
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12379904
                Identification of Dark Cover Cloud Candlestick Pattern:

                Dark Cover Cloud Candlestick Pattern two candles pr mushtamil ak bearish candlestick pattern ha, jo sirf resistance level per banta ha.

                1. Is pattern man first candle normal real body ki White (bullish) candle banti ha.

                2. Is pattern man second candle long real body ki bearish candle banti ha jo first candle k high k sath gap-up man open ho ker first candle ki real body k 50% sa nicha close dena bhot zarori ha.
                Click image for larger version

Name:	images - 2022-03-24T115902.225.png
Views:	62
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12379901
                3. Is pattern man third candle confirmation candle hoti ha ager ye long bearish candle first candle ki low k nicha close deti ha to ye is pattern k valid completion ki confirmation hoti ha.
                Click image for larger version

Name:	images - 2022-03-24T115915.444.png
Views:	34
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12379900
                Trading with Dark Cover Cloud Candlestick Pattern:

                Dark Cover Cloud Candlestick Pattern per trading k liye zarori ha k trader is pattern k complete hona ka wait kara aur jab ye pattern complete ho jae to new candle k open per trader ""sell ki trade"" active kerni chaheye.

                Stoploss and Take Profit:

                Dark Cover Cloud Candlestick Pattern per trading k liye trader ko stoploss ko second candle k high per place karen aur Take Profit ko next support level per place karen.
                ..Click image for larger version

Name:	images - 2022-03-24T115851.174.png
Views:	84
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12379899

                اب آن لائن

                Working...
                X