Assalamu alaikum dear member kesy hn tamam members umeed krti hn sb khariyat sy hun gye or apna Kam achy sy kr rhy hn gye dear member aj main apke sath price action stategy ke bare me information share karna chahti hun
Qeemat action stategy kia ha??
Price action basically ek esa structure hota hai jisme ap market ki judgement krny k liye ap indicator ka use ni krty hn or market ki movemnt ko negect chart ki shape me understand krny ki learning karty hn
Ruhjan ki shankht
Price action technique main aapko market mein available current trend ko identify karna aasan hota hai market Main jab aap trend ke confirmation karte Hain to is me following mentioned trend ki types ho skti hai
Tezi ka ruhjan
Bullish trend jisko aap uptrend ke naam se bhi jante Hain ismein aapko regularly increase price show ho rahi hoti hai jab market mein aapko price regularly available ho rahi available ho rahi hoti hi hai to use waqt aapko bullish trend mil raha hota mil raha hota hai
Mandi ka rujhan
Bearish trend jisko aap downtrend ke naam se bhi jante Hain ismein aapko regularly decrease price available ho rahi hoti hai jab market mein aapko decrease price available hoti hai to use waqt bearish trend mil raha hota hai
Sideway ki harkat
Sideway movement me bht zaida volitilty ni mil rii hoti to us waqt apko sideway trend observe ho skta hai. Esi situation me bht zaida confusion ho ri hoti hai jab market ek specific rang me apni movement complete kr ri hoti hai to ap easily isko recognize kar skty hain