first indicator in technical
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    first indicator in technical
    price action as your first technical indicator


    what is price action


    price action market mein price ke movement ko study karnay kay ley estamal kea ja sakta hey trader trend or prices ke important levels or monasab risk management kay baray mein ray or basic faisalay ko bananay kay ley ray ko kaim kartay hein price action aam tr par ebtadai trading faislay kay ley kea jata hey tamam pehlaon ko price action ka analysis ka estamal karnay kay ley trend ke basic zaroorat hote hey


    price action as your first technical indicator



    technical analyis kay set up mein aam tor par har tashkhees ke ebtadai shape par aam tor par price ka amal start hota hey indicator ka estamal kartay hovay time yad karnay wale pehle cheez hey or yeh price action ka function hey jes mein trading ke baat ate hey to indicator bazat e khod finaly tool hota hey jo keh finally chart frahm karay ga trader ko entry signal say pehlay or mashwara karnay say pehlay es baat ka tayon karna chihay es ley indicator tabdele par towajah markoz kartay hein or zyada tar focus price action par kartay hein jab keh dosray price action or technical tabdele kay imtazaj ko daikhtay hein jo keh aik support system kay tr par kaam karta hey
    Click image for larger version

Name:	price-action-indicator_body_tradingPA.png
Views:	8
Size:	21.7 کلوبائٹ
ID:	12514736
    opar deya geya chart USDZAR ka chart hey aik porani trading set up mein price action start hota hey j keh es mesal mein mowon tor par sabat hota hey moving average ka ezafa forex indicator mein 200, 50 , or 20 tak lea jata hey opar honay kay sath sath short period trend ke direction ke mazeed tasdeeq karta hey
    bhali kay badlay bhali

اب آن لائن

Working...
X