how to readout of Currencies?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how to readout of Currencies?
    Aslamulikum Jaisa k hum sub janta hain forex din bah din aik bhot he tezi sy barna wala business hain iss main kafi log mehnaat karta hain lakin kamiyaab woh he hota hain joh iss business main dil laga kar mehnaat karta hain mehnaat karna sy he iss main kamiyaabi milti hain tabhi hum iss main aik achi earning karna k kabil ban sakta hain or profit bana sakta hain.Humain mehnaat acha sy karni chaiye thky hum iss main kamiyaabi ki teraf bar sakiye or kamyab trader ban sakye.

    Currency ko kisa readout karta hain.

    Baye taraf wali currency koh Base or dahye side wali currency ko counter yeh quote currency kaha jata han.Trading karte waqt base currency ko buniyaat banaya jata han.for example k tor per GBP/USD agr iss pair ko buy ho toh GBP ko buy kiya jaye ga agr iss ko Sell karna hai TOh GBP ko sell kiya jayega.

    Long or Short

    Agr AP ny koi pair Buy karna han Mean base currency buy karni hai toh iss ko Buy yeh long kaha jata hai aur Agr koi Pair Sell karna ho toh base currency ko sell yeh short kaha jata han.


    Hum iss tera inn cheezo par apni skills ko better kar k iss main aik bhot he achi earning kar sakte hain humain learning zada sy zada karni chaiye Jis k nisbaat hum iss main aik expert trader ban sakta hain or hum iss main lifetime iss business sy earning kar sakta hain humain iss main mazeed achi mehnaat karni chaiye jo humein iss main aik kamyab trader bana sakta hain.



اب آن لائن

Working...
X